Wajah
Ye faaslein hain jo aa gye
Kya na khaltii hai tujhko kami
Ab haathon mein na hai haath mera
Kya lagti na tujhko kami
Wo hasi jo meri tu kehti thi
Ki hai duniya mein sabse haseen
Ab kabse naa hai jo dekha chehra
Kya aankhein teri bhi namm huin
Ab yaadon mein
Tere khyaalo mein
Hum bus hai khoye yun
Uljhe sawalo mein
Koi to puchho to
Ruthe hu kyu yu to
Sunte na meri kyu
Aasun hain aakhon mein
Ab to do wajah
Kyu mujhse kafa
Gye jo chhod ke
Thi ye kaisi razaa?
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Bin hum tumhare
Ab kaise guzaare
The pal wo jo saare
Haan tujhpe the waare
Ab firte rehte dar badar
Hai aankhein bhi ye besabar
Teri paane ko bus ik jhalak
Kahin mil jaaye teri khabar
Ab yaadon mein
Tere khyaalo mein
Hum bus hai khoye yun
Uljhe sawalo mein
Koi to puchho to
Ruthe hu kyu yu to
Sunte na meri kyu
Aasun hain aakhon mein
Ab to do wajah
Kyu mujhse kafa
Gye jo chhod ke
Thi ye kaisi razaa?
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Kya na khaltii hai tujhko kami
Ab haathon mein na hai haath mera
Kya lagti na tujhko kami
Wo hasi jo meri tu kehti thi
Ki hai duniya mein sabse haseen
Ab kabse naa hai jo dekha chehra
Kya aankhein teri bhi namm huin
Ab yaadon mein
Tere khyaalo mein
Hum bus hai khoye yun
Uljhe sawalo mein
Koi to puchho to
Ruthe hu kyu yu to
Sunte na meri kyu
Aasun hain aakhon mein
Ab to do wajah
Kyu mujhse kafa
Gye jo chhod ke
Thi ye kaisi razaa?
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Bin hum tumhare
Ab kaise guzaare
The pal wo jo saare
Haan tujhpe the waare
Ab firte rehte dar badar
Hai aankhein bhi ye besabar
Teri paane ko bus ik jhalak
Kahin mil jaaye teri khabar
Ab yaadon mein
Tere khyaalo mein
Hum bus hai khoye yun
Uljhe sawalo mein
Koi to puchho to
Ruthe hu kyu yu to
Sunte na meri kyu
Aasun hain aakhon mein
Ab to do wajah
Kyu mujhse kafa
Gye jo chhod ke
Thi ye kaisi razaa?
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Ab to do wajah
Do wajah
Do wajah
Credits
Writer(s): Vivek Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.