City Lights
Bhaiya bhaiya mujhe
Sheher jaana hai sheher
Sheher jaana hai tujhe
Chal aaj mai tujhe
Sheher dikhata hu
In shehero me ujaale
Zindagi andhero mein
Milte naa hai yeh
Apne hi apno se
Yaha sukh ek
Musibate hai chaar
Baat te hai rishte
Kaagazo ke kishto mein
Zindagi bhi puchti hai
Tujhme waqt hai kya
Thoda haslo, thoda jeelo
Ismein gam hai kya?
Yaha pe dhyaan bas
Kaam pe hai chaaro aur
Aur bolte hai sale
Zindagi mein rakha kya?
Tujhe jeena hai
Toh jeele aaj
Har pal ko
Yaha pe tere saath
Naam ka bas hum-dum ho
Pyaar-ishq wali baat
Hi nahi yaha pe
Yaha pe saath tere
Jab tak tujhse matlab ho
Ha meri baat kadvi hogi
Mai bhi jaanta hu
Par yaad rakh yaha to
Log kadve rehte hai
Kadve logo ki pehchan hai sale
Yeh muh pe kuch aur
Peeth piche kuch aur kehte hai
Insaan naam ke insaniyat bachi nahi hai
Bachi hai thodisi, haiwaan yaha sabhi hai
Machine ban gaye insaan se
Ye kab naa jaane
Naukaro si zindagi hai
Phir bhi thaat me hai
Yeh puchte hai zindagi se
Mai kaha pe hu
Naa hai thikana manzilo ka
Mai jaha pe hu
Subah uthta raat sota deri se
Din bhar lagta hu jis kaam mein
Mera mann nahi hai haa
Ha jeete jaa raha hu
Bas din ka thikana nahi hai
Thikana milta hai to kaam ka
Kuch pata hi nahi hai
Kya mai jee raha hu
Mar raha hu
Pata hi nahi hai
Saans chal rahi hai
Baaki bas hawa hi hai
Ha zindagi ki daud me mai aake fas chuka hu
Ye bhed chaal karte karte
Yaha pe aa chuka hoon
Haa bhedchaal ki toh aadate kharab hai
Mai aadato se ladte ladte
Aadato mein fas chuka hu
Zindagi ki mai to
Ahmiyat bhi bhul chuka hoon
Rishte naate thukra ke aagey
Badh chuka hoon
Pata khudko ko hu akela
Jab kehna ho kuch
Akele me hi hasna rona
Seekh chuka hoon
Chote tujhe abhi bhi
Sheher me jaana hai?
Yeh sheher ki baat hai haa!
Nahi bhaiya thik hai
Mai nahi jaana chahata
Sheher jaana hai sheher
Sheher jaana hai tujhe
Chal aaj mai tujhe
Sheher dikhata hu
In shehero me ujaale
Zindagi andhero mein
Milte naa hai yeh
Apne hi apno se
Yaha sukh ek
Musibate hai chaar
Baat te hai rishte
Kaagazo ke kishto mein
Zindagi bhi puchti hai
Tujhme waqt hai kya
Thoda haslo, thoda jeelo
Ismein gam hai kya?
Yaha pe dhyaan bas
Kaam pe hai chaaro aur
Aur bolte hai sale
Zindagi mein rakha kya?
Tujhe jeena hai
Toh jeele aaj
Har pal ko
Yaha pe tere saath
Naam ka bas hum-dum ho
Pyaar-ishq wali baat
Hi nahi yaha pe
Yaha pe saath tere
Jab tak tujhse matlab ho
Ha meri baat kadvi hogi
Mai bhi jaanta hu
Par yaad rakh yaha to
Log kadve rehte hai
Kadve logo ki pehchan hai sale
Yeh muh pe kuch aur
Peeth piche kuch aur kehte hai
Insaan naam ke insaniyat bachi nahi hai
Bachi hai thodisi, haiwaan yaha sabhi hai
Machine ban gaye insaan se
Ye kab naa jaane
Naukaro si zindagi hai
Phir bhi thaat me hai
Yeh puchte hai zindagi se
Mai kaha pe hu
Naa hai thikana manzilo ka
Mai jaha pe hu
Subah uthta raat sota deri se
Din bhar lagta hu jis kaam mein
Mera mann nahi hai haa
Ha jeete jaa raha hu
Bas din ka thikana nahi hai
Thikana milta hai to kaam ka
Kuch pata hi nahi hai
Kya mai jee raha hu
Mar raha hu
Pata hi nahi hai
Saans chal rahi hai
Baaki bas hawa hi hai
Ha zindagi ki daud me mai aake fas chuka hu
Ye bhed chaal karte karte
Yaha pe aa chuka hoon
Haa bhedchaal ki toh aadate kharab hai
Mai aadato se ladte ladte
Aadato mein fas chuka hu
Zindagi ki mai to
Ahmiyat bhi bhul chuka hoon
Rishte naate thukra ke aagey
Badh chuka hoon
Pata khudko ko hu akela
Jab kehna ho kuch
Akele me hi hasna rona
Seekh chuka hoon
Chote tujhe abhi bhi
Sheher me jaana hai?
Yeh sheher ki baat hai haa!
Nahi bhaiya thik hai
Mai nahi jaana chahata
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.