Allah Bachaye (feat. Hamza Nasir)
Hum to wafayain kertay rahain gey
Tum bhi wafayain ker ke to dekho
Kitna saha hai kitna sahain gey
Ankhon say parda hata ker to dekho
Kitni qatil hain nazrain teri
Kitni qatil hain nazrain teri
Teri nazron se Allah bachaye mujhe
Teri nazron se Allah bachaye mujhe
In fareboon say Allah bachaye mujhe
In ki chaloon say Allah bachaye mujhe
Mohabbat bazaroon main bik rahi hai
Shayed tumhara bhi gher us gali hai
Aisi adaoon main ab na phansain gey
Ab tere dhokay main hum na rahain gey
Per hum duain deytay rahain gey
Thori si tum bhi haya ker ke dekho
Kia hai mohabbat khabar ho tumhain
Kia hai mohabbat khabar ho tumhain
Dhokay bazoon se Allah bachaye mujhe
Dhokay bazoon se Allah bachaye mujhe
Jhootay logoon se Allah bachaye mujhe
In ki chaloon se Allah bachaye mujhe
Suroor tha tu dil ka mera noor tha
Sukoon tha tu ishq ka junoon tha
Apna mun mor ke meri mehfil chor ke
Hai sooni ho gayi yeh zindagi tu jo gaya
Tum bhi wafayain ker ke to dekho
Kitna saha hai kitna sahain gey
Ankhon say parda hata ker to dekho
Kitni qatil hain nazrain teri
Kitni qatil hain nazrain teri
Teri nazron se Allah bachaye mujhe
Teri nazron se Allah bachaye mujhe
In fareboon say Allah bachaye mujhe
In ki chaloon say Allah bachaye mujhe
Mohabbat bazaroon main bik rahi hai
Shayed tumhara bhi gher us gali hai
Aisi adaoon main ab na phansain gey
Ab tere dhokay main hum na rahain gey
Per hum duain deytay rahain gey
Thori si tum bhi haya ker ke dekho
Kia hai mohabbat khabar ho tumhain
Kia hai mohabbat khabar ho tumhain
Dhokay bazoon se Allah bachaye mujhe
Dhokay bazoon se Allah bachaye mujhe
Jhootay logoon se Allah bachaye mujhe
In ki chaloon se Allah bachaye mujhe
Suroor tha tu dil ka mera noor tha
Sukoon tha tu ishq ka junoon tha
Apna mun mor ke meri mehfil chor ke
Hai sooni ho gayi yeh zindagi tu jo gaya
Credits
Writer(s): Hassan Rai
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
All Album Tracks: Allah Bachaye (feat. Hamza Nasir) - Single >
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.