Dil Mera Nahi Lagta (feat. Sidhant Choudhury)

Haan
Kaisi kaali kaali raatein
Shayad hai wo bewafa
Hoon main kahan (hoo)

Kare mujhse ye baatein
Shayad main bhi bewafa, haan
Hoon main kahan (hoo)

(Humming)

Dil mera ni lagta
Kaisa hai yeh pyaar tera
Raaton ko kyun jagta main
Kya tu bhi hai aisa

Dil mera ni lagta
Raatein bhi hain berukhi se
Abhi na main qaboo mein
Hoon main teri yaadon mein
Teri saari baatein mujhe karti hain pagal

Kya hai yeh
Jo dil tera, aaj mera
Kal, diya tuney kisi or ko
Kaisa yeh khel hai
Bewafa tu
Haan, hoon main bhi thoda beimaan
Maana ke ki hain galtiyan lekin
Na main bhool paunga
Tera hoon,main na hum

Dil mera ni lagta
Kaisa hai yeh pyaar tera
Raaton ko kyun jagta main
Kya tu bhi hai aisa

Dil mera ni lagta
Raatein bhi hain berukhi se
Abhi na main qaboo mein
Hoon main teri yaadon mein
Teri saari baatein mujhe karti hain pagal

Dil mera ni lagta
Kaisa hai yeh pyaar tera
Raaton ko kyun jagta main
Kya tu bhi hai aisa

Dil mera ni lagta
Raatein bhi hain berukhi se
Abhi na main qaboo mein
Hoon main teri yaadon mein
Teri saari baatein mujhe karti hain pagal



Credits
Writer(s): Vipin Lyricist
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link