Zindagi Ek Khel

Zindagi ek khel isse darte nai
Darte toh bure Qaram karte nai
Ishq gunah toh mujhe gunah bhi qawool
Zindagi mei maut ka toh alag hai usool
Rabb kare faisla toh ishq hai wasool
Faasle pe faasle par koi sath nai
Falak se gire jo taare mang lu mai wish
Aash leke betha hu ek roj milne aayegi

Dard likhe mene apni shaeri mei
Sath mei betho toh kabhi chai piyein
Chai ke bahane mulaqaat hogi
Khwahishein thi uski ushe jeene mere sath
Mene kaha shaan se milna kahi door
Usne bade pyar se bola mujhe ji hajoor
Khudd pe mujhe naaz
Vo thi mujhse badi khush
Usme aur mujhme ek khoobi thi
Mai likhta shaeri
Vo dil karti chori thii
Har din har pal
Dil mera tootra
Puch aake mujhse
Teri yaado me kyu jooz rha
Haal se mai uski saari
Zidd karu poori mai
Kainaat mei tu lage sabse haseen
Zaat ne bana di majboori door rehne ki
Faayeda na tha
Phir bhii door mujhse chali gyi
Aasman mei jaha pahuchunga mai kabi nai
Door se ek dusre ko roj karein yaad
Khaali Qalam leke karu panno se mai baat
Raaz thaa uski gehri aankho mei
Padd naa saka
Ab toh khudd se aati saram hai
Saram aati roj
Phir bhii aati nahi maut
Galti qawool mujhe khuda karei maaf
Mujhe mile Nurk
Ushe mile gehri saans
Pyar nahi vo
Vo toh jese meri saans thii
Uske bin adhoora mai
Leni mujhe saans nai
Jo thii meri khaas
Aaj wahi mere paas nai
Shayad hii likhaa tha
Tera mera sath maula ne
Maula mera chahega toh
Milenge hum ek din
Door tujhse par hum jiyein kese tere bin
Padu mai Quraan ya
Likhun urdu shaeri
Jaha bhii tu jaaye
Tujhe yaad meri aayegi
Maafi mangi wafa ki
Par tune judaai di
Galti ho meri toh gala mera kaat do
Mujhe karo ked
Yaa phir saza-e tum maut do
Mujhe ish Jahan se mita doge aaj tum
Mere mehboob ko khush rakhna
Maula mere kehna ho aazaad tum



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link