Criminal
Its Kemzo
Mujhe yaad hai mai jab chhota bacha tha
Ek shakhs hi mera ammi abba tha
Wo bola aja dunia dikhau
Pehli baar maine zayeka jurmo ka chakha tha
Failake antak mai amdan kamau
Leke jaan, apni roti chalau
Ye thi meri bachpan kahani
Ab kya hu mai aja aage batau
Paapi mai khudko insaan maanu
Shaitaan mai khudko bhagwan manu
Na jaan leke nuksaan manu
Aur na paap karte huye haar manu
Mai kitno ki neendo ka chor
Najaane kitne dil todunga aur
Najane kitno ko khagya loot
Jhooth sab mere ye vaade Anmol
Maine izzat gawai aur izzat hai looti
Mai jisamo ka bhookha,meri baate jhuthi
Mai fayda uthau,jis thaali mein khau
Usi thaali mein ched meri niyat hai khoti
Mai paise deke mere paap chupaau
Mai nashe khaake fir udaan lagau
Tu doshi mai tere se haath milau
Tu dhongi mai tere saath baantke khau
Aur Bantu mai dharmo ke naam pe
Fir ye log hi logo ko kaat te
Maje aaate mujhe dekhke haadse
Jab jalte hai ghar meri aag se
Haath pe aaj bhi daant ke uske nishan
Jis bholi bachi se bhujai mai pyaas
Mai Homicide kare kanoon talaash
Per power hai paas to mai hu azaad
Neta kabhi abhineta mai
Apne ye roop badalta hu rehta mai
Aantak felaane ke,mudde bhadkaan ke
Bande uthvaane ke paise bhi leta mai
Nashe bikwaane,bimari failane
Dange krvaane ke pese bhi deta
Behoshi mei logo ke ang bikvane
Aur gusse mein acid muh pe fek deta mai
Dahej leke bhi biwi ko peetu
Ladki paida ki to kachre mein fenku
Bachiya logo ki kothe pe bechu
Bhude maa baap ko sadko pe fenku
Chor thagg aur dkait bhi darje ka
Shoshan maine kiya hai ladke ka
Leak kari maine bandi ki tasveerein
Badnaami hogyi hai uski to har jagah
Maare maine kitne bezubaan
Ujaade kitne maine no jwaan
Zamaane ki ankho mai haiwan
Per aayine ki ankho mein mai mahaan
Hahaha pata hai kyu?
Kyuki
Awaam ki soch behosh
Dikhta jo bikta wo unka na dosh
Rakshak hi bakshak hai paapo ki dastak mai
Fitrat hai meri naa mujhko afsos
Jo aap mujhe banana chahte the
Maine vo banne ki koshish ki
Aasha hai mai apki umeedo pe khada utra
Mujhe yaad hai mai jab chhota bacha tha
Ek shakhs hi mera ammi abba tha
Wo bola aja dunia dikhau
Pehli baar maine zayeka jurmo ka chakha tha
Failake antak mai amdan kamau
Leke jaan, apni roti chalau
Ye thi meri bachpan kahani
Ab kya hu mai aja aage batau
Paapi mai khudko insaan maanu
Shaitaan mai khudko bhagwan manu
Na jaan leke nuksaan manu
Aur na paap karte huye haar manu
Mai kitno ki neendo ka chor
Najaane kitne dil todunga aur
Najane kitno ko khagya loot
Jhooth sab mere ye vaade Anmol
Maine izzat gawai aur izzat hai looti
Mai jisamo ka bhookha,meri baate jhuthi
Mai fayda uthau,jis thaali mein khau
Usi thaali mein ched meri niyat hai khoti
Mai paise deke mere paap chupaau
Mai nashe khaake fir udaan lagau
Tu doshi mai tere se haath milau
Tu dhongi mai tere saath baantke khau
Aur Bantu mai dharmo ke naam pe
Fir ye log hi logo ko kaat te
Maje aaate mujhe dekhke haadse
Jab jalte hai ghar meri aag se
Haath pe aaj bhi daant ke uske nishan
Jis bholi bachi se bhujai mai pyaas
Mai Homicide kare kanoon talaash
Per power hai paas to mai hu azaad
Neta kabhi abhineta mai
Apne ye roop badalta hu rehta mai
Aantak felaane ke,mudde bhadkaan ke
Bande uthvaane ke paise bhi leta mai
Nashe bikwaane,bimari failane
Dange krvaane ke pese bhi deta
Behoshi mei logo ke ang bikvane
Aur gusse mein acid muh pe fek deta mai
Dahej leke bhi biwi ko peetu
Ladki paida ki to kachre mein fenku
Bachiya logo ki kothe pe bechu
Bhude maa baap ko sadko pe fenku
Chor thagg aur dkait bhi darje ka
Shoshan maine kiya hai ladke ka
Leak kari maine bandi ki tasveerein
Badnaami hogyi hai uski to har jagah
Maare maine kitne bezubaan
Ujaade kitne maine no jwaan
Zamaane ki ankho mai haiwan
Per aayine ki ankho mein mai mahaan
Hahaha pata hai kyu?
Kyuki
Awaam ki soch behosh
Dikhta jo bikta wo unka na dosh
Rakshak hi bakshak hai paapo ki dastak mai
Fitrat hai meri naa mujhko afsos
Jo aap mujhe banana chahte the
Maine vo banne ki koshish ki
Aasha hai mai apki umeedo pe khada utra
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.