aankh micholi

Aankh micholi karte ab aankh bhigoyi
Tab jaake baat na koi kare bas yaad mai soyi
Yeh meri aarzoo, mai kaise maan lu?
Ki pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos.
Aankh micholi karte ab aankh bhigoyi
Tab jaake baat na koi kare bas yaad mai soyi
Yeh meri aarzoo, mai kaise maan lu?
Ki pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos.

Le chale mujhe kahi, hawaon ne baatein bhi chhupke kahi.
Raasta khojta firu yahi, hai dooriya badhi chali.
Sanam humsafar mai tera tha par iss safar mai ab hum hi nahi.
Dil ke tehkhane mai teri hi yaadein bhatak ke reh gayi.
Chaahat thhi bohot par raahat thhi
uski gehraai mai jaha yeh kashti dubi,
Ab dono ka ghut raha dum toh saasein chhodke jaati rahi.
Milenge kahipe firse jahape na aasma-zameen,
Shayad mai rahunga bhoura jo khoje kali par woh mili nahi.

Aankh micholi karte ab aankh bhigoyi
Tab jaake baat na koi kare bas yaad mai soyi
Yeh meri aarzoo, mai kaise maan lu?
Ki pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos.
Aankh micholi karte ab aankh bhigoyi
Tab jaake baat na koi kare bas yaad mai soyi
Yeh meri aarzoo, mai kaise maan lu?
Ki pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos.

Badli hawa ki hai rukh, mann mai sawaal aur mai chup,
Jo hum lafzon ko ugle, labon se kaagaz pe yuh...
Likhti thhi saasein meri, ab saazishein kare tu.
Ya yeh mera bas bhram,
Tha mai tera har dum.
Hosh bhi kho baitha mai, hai yeh nasha ya hai gham,
Panno ko paltu jab bhi, zakham bhi thuke marham.
Chori se wapas aao, ab bhi mai chaahu yahi,
Woh mujhse jaachuki dur, mai jaana chaahu wahi.

Aankh micholi karte ab aankh bhigoyi
Tab jaake baat na koi kare bas yaad mai soyi
Yeh meri aarzoo, mai kaise maan lu?
Ki pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos.
Aankh micholi karte ab aankh bhigoyi
Tab jaake baat na koi kare bas yaad mai soyi
Yeh meri aarzoo, mai kaise maan lu?
Ki pyaar yeh tera tha dil pe mere kartoos.



Credits
Writer(s): Akshay Poojary, Neil Chakraborty
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link