Dil Ki Baatein

Yeh dil ki baatein hain tu hee na jaane yeh
Yeh tere baare mein kare ishare hai
Yeh dil ki baatein hain tu hee na jaane yeh
Ke tere baare mein kare ishare hai
Jo khwaab dekhu to tuhi hai aankhon mein
Mere sawalon me mere jawabon mein
Yeh dil ki baatein hain tu hee na jaane yeh
Ke tere baare mein kare ishare hai

Dil mera udas ek chehra tha
Gum tha me jahaan me akela tha
Dil yeh mera udas ek chehra tha
Gum tha me jahaan mein akela tha
Wahin pe aake tune thama jo hath mera
Badal gaya hai jag sara
Rahana bechara yeh dil
Ye thoda pagal hai, Thoda awara hai
Kabhi na sunta tha, Tujhipe hara hai

Yeh dil ki baatein hain tu hee na jaane yeh
Ke tere baare mein kare ishare hai
Jo khwaab dekhu to tuhi hai aankhon mein
Mere sawalon me mere jawabon mein
Yeh dil ki baatein hain tu hee na jaane yeh
Dil mera tujhipe hara hara, Dil mera
Dil mera tujhipe hara hara, Dil mera
Tujhipe hara



Credits
Writer(s): Siddharth Mane
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link