Jhoot Bol De
Raaton mein sawaal poochhun mai ye khudse
Kyun wo muskuraayi hoke door mujhse
Thoda sa zehan mein to humdardi rakhti
Kyun karaya mel mera fir se dukh se
Zara sa aake jhoot bol de ki mujhse pyaar tha
Tu khush thi jo bhi sang bitaya saal tha
Bta de kya kami thi mujhme jaaneja
Tu jaane na kya hoya mera haal tha
Feeke lgte din ye feeki lgti raat
Jo tu nahi hai sang to nahi hai koi baat
Poochhti khushi kyun sang mere nahi
Kyun ghoome firse jaam leke chehra hai udaas
Mai kya bolu pehle bhi udaas ye yaar tha
Usne chhoda jis tarah se wo kamaal tha
Wo keh gyi ki baat humme wo nahi
Jo ho gya so ho gya par pyaar na
Pal diye udhaar ke, jaise ho bazaar ye
De gyi wo seekh ye ki chalna tum sambhaal ke
Beech raah chhod ke tujhe ye pyaar chal padega
Fir milenge hoth uske gairon ke yun gaal pe
Ki dukhte dil pe zakhm firse aayega
Ye dard tujhko raat mein rulaayega
Ye kaise jhol mein tu yaar fas gaya
Khayaal tujhko lamba ye sataayega
Sambhaal le sambhaal le tu khudko ab sambhaal le
Ye pyaar na zehar hai saikdon ki roz jaan le
Tu jaan le ye baat yaara laut ke na aaegi wo
Ye duaa kabool teri yaar ho na paaegi
Tu bas umeed kar ki dur wo rahe
Haraam na ho neend saale roz na mare
Sawaal na kre, na jawaab khud ko de
Chain ki ho jhapkiyan na raat mein jge
Kyunki chehra uska jb bhi yaad aaega
Tu uljhano mein gehra fasta jaaega
Haan bheekh maangega ki mujhko sone do
Nasha bhi krke yaar so na paaega
Jhoot bol de
Zra sa aake jhoot bol de
Jhoot bol de
Zra sa aake jhoot bol de
Kyun wo muskuraayi hoke door mujhse
Thoda sa zehan mein to humdardi rakhti
Kyun karaya mel mera fir se dukh se
Zara sa aake jhoot bol de ki mujhse pyaar tha
Tu khush thi jo bhi sang bitaya saal tha
Bta de kya kami thi mujhme jaaneja
Tu jaane na kya hoya mera haal tha
Feeke lgte din ye feeki lgti raat
Jo tu nahi hai sang to nahi hai koi baat
Poochhti khushi kyun sang mere nahi
Kyun ghoome firse jaam leke chehra hai udaas
Mai kya bolu pehle bhi udaas ye yaar tha
Usne chhoda jis tarah se wo kamaal tha
Wo keh gyi ki baat humme wo nahi
Jo ho gya so ho gya par pyaar na
Pal diye udhaar ke, jaise ho bazaar ye
De gyi wo seekh ye ki chalna tum sambhaal ke
Beech raah chhod ke tujhe ye pyaar chal padega
Fir milenge hoth uske gairon ke yun gaal pe
Ki dukhte dil pe zakhm firse aayega
Ye dard tujhko raat mein rulaayega
Ye kaise jhol mein tu yaar fas gaya
Khayaal tujhko lamba ye sataayega
Sambhaal le sambhaal le tu khudko ab sambhaal le
Ye pyaar na zehar hai saikdon ki roz jaan le
Tu jaan le ye baat yaara laut ke na aaegi wo
Ye duaa kabool teri yaar ho na paaegi
Tu bas umeed kar ki dur wo rahe
Haraam na ho neend saale roz na mare
Sawaal na kre, na jawaab khud ko de
Chain ki ho jhapkiyan na raat mein jge
Kyunki chehra uska jb bhi yaad aaega
Tu uljhano mein gehra fasta jaaega
Haan bheekh maangega ki mujhko sone do
Nasha bhi krke yaar so na paaega
Jhoot bol de
Zra sa aake jhoot bol de
Jhoot bol de
Zra sa aake jhoot bol de
Credits
Writer(s): Prakhar Gupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.