Hai Kaun Tu?

Khoj jiski mere dil ko
Sarfira mein ghoomu
Raatein Andheri
Bematlab ke main khwaab bunu
Ye Prashn lekar
Jane ja main kab tak dhoondhu
Meri baatein khudhse
Akela jo ye sapne dekhu
Meri
aakhein
Dhoonde tujhe
Tera
Ye saaya
Pukare mujhe
Lamha
Jab ham bhi
Milpaaye kabhi
Raah use din ki
Bechainiya ye khaaye mujhe

Main bekasur kyu tu tadpaye mujhe
Dil ke armaano se ladd na paungi main
Mera wajood sehma sa ab keheta hai
Tere fitoori lawz uljhaye mujhe

Roz khal jayein mujhe
Sawaal unsuljhe tere
Bikhar na jayein hum
Umeedo se dabe jale dil dono ke ab

Zimiddari
Padi bhaari
Khudh ko jo
Ulajha main
Tede mede
Raste ko
Intezaar mein
Aasmaan mein
Bas maangi dua teri yaad se
Andheri si
ye raato mein
Bahe aasu jo
Dikh na sake
(Sun) Sun gaur se
Na mil sake
Jo nahi kismat
Na paa sake
Jo
teri meri
Tedi medi
aashiqui
Jo
Meri kabhi
tere se na
Bann saki
Jo
Harr pal
Hai tu
Dhoondti
Woh
Yehi baitha
Main door nahi
Rooth ke
Jahaan se
Khoj meri
Imaan se
Ye gumshuda
Jo kho chuka
Na aaye
Farmaan se

Main bekasur kyu tu tadpaye mujhe
Dil ke armaano se ladd na paungi main
Mera wajood sehma sa ab keheta hai
Tere fitoori lawz uljhaye mujhe

Roz khal jayein mujhe
Sawaal unsuljhe tere
Bikhar na jayein hum
Umeedo se dabe jale dil dono ke ab

Hu Kaun Main (kaun main)
Hai Kaun Tu (kaun tu)
Hu Kaun Main (kaun main)
Hai Kaun Tu (kaun tu)



Credits
Writer(s): Siddharth Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link