Raatein
Tera mera ye rishta pyaar mein badal raha
Main dushmano ko jaese yaar mein badal raha
Sabhi ko dil ki chot lag rhi hai zor se
Main le ke chot kalakaar mein badal raha
Haan jitna likh raha hoon utna gaa nhi raha
Likhi hai asliyat hawa bana nhi raha
Hai gar ye jhoot to kalam abhi main tod doon
Woh to chala gaya ye gham kyun jaa nhi raha
Paese ki baat soch-vichaar mein badal gyi
Meri bullet jo aaj thar mein badal gyi
Ki Bharli jabse maene jeebein apni noton se
Ye poori duniya rishtedar mein badal gyi
Main jitna likh raha hoon sab kisi ki yaad mein
Ye mujhko chahenge mere marne ke baad mein
Haan sach hai sach ke saath koi bhi khada nhi
Ye beej jhoot ka hi boo rhe hain khaad mein
Kitni baatein bataun kitno ko aate jaate
Mujhse pucho na kaese guzri ye kaali raatein

Ho kaali raatein ya ho raaton ka andhera
Kalam ki nok se main launga savera
Kisi ki sunke main chala nhi hoon aaj tak
Karunga bss wahi jo dil krega mera
Guzar chuka hoon kitne raahe kitne mod se
Haan mujhpe vaar bhi hue hain kitni oor se
Safar mein mere saare doston ka saath hai
Main dushmano ko peeche aa gaya hoon chod ke
Ye sapne poore karne daudta hoon raat din
Ragon mein khoon daudta hai jitni zor se
Jhagad raha hoon apne aap se hi aaj kal
Main khud se dar gaya hoon, bhaagta hoon shor se
Chehra hai wo mehtaab sa
Koi kyun na ho uspe fida
Sehra se mere in khwaabon mein
Woh beh raha hai aab sa
Qareeb aake mil zara
Ye zulfein main sawaar loon
Khiza ki dhoop mein tujhe
Main shabnami bahar doon
Tu har subah ka noor hai
Labon ka mere raag tu
Khushi ka jo chiraag tha
Woh bujh gaya hai aaj kyun
Gali gali, sheher sheher, mein dhundha har kahin
Na kuch kaha na kuch sune bina chali gyi
Hoon khud mein poora sirf teri hi kami rahi
Main tanha reh gaya ye kaali raatein reh gyi

Reh gyi

Credits
Writer(s): Avinash Pathak
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.