Zindagi Se

zindagi se manga hai pal pal tujhko,
Kaise karu main tujhko ab ye bayan,
Sanson mein hai mehki hawayein Teri,
Ankhon mein cehra Tera hi hai Rama.

Cahun main bepanah.hai tujhko pata,
Tujhi main hoon fanna tujhi pe main Fida,
Hai kaisi dastan hai raatein kaha,
Dhundein Jo manjilon ko ye tu hi bata.
.
Hoti hongi aksar hawaon mein bhi koi na koi roti hasti fiza,
Koi gam ka itna ha mara kyu hai... itna bechara kyu hai kaisa juwaa.

Kaisa hai tu khuda kaha pe hai chipa,
Kabule na dua.huyi hai kya khata.
Cahun main bepanah... hai tujhko pata.tujhi mein hoon fanna.tujhi pr main fidaa
.
Fitrat meri jaise khudayi Teri,
Niyat se tha main hardam haa begunah,
Teri rehmat jane hai teri sirat... tujhse hi paya par hai dono jahan.

Tu lehron ki tarah.
Hu sahil main tera.
Bhigote kyu sada dooboye kyu sada,
Tu mera rehnuma Dil tujhse javeidaan.
Tu meri arziyon aur duwaon ki tarah.



Credits
Writer(s): Rohit Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link