Ab Na Jane Tu Kahan

Jaan tujh pe hi sab kuch maine nisaar kiya hai
Tujhe paane ke liye maine kya kuch nahi kiya hai?

Ab mujhko bas tujh tak hi chale jaana hai
Bin tere sang har ek pal jo soona lagta hai

Mujhko tum
Dekho na
Mai yaha
Aur ab
Na jane tu kahan?
Mujhko tum
Dekho na
Mai yaha
Aur ab
Na jane tu kahan?

Kis kis ko tu mila iska mujhe hisaab nahi
Tujhe paane ke liye kya koi mujhsa kiya nahi?

Ab mujhko bas tujh tak hi chale jaana hai
Bin tere sang har ek pal jo soona lagta hai

Do pal ka hai ye sama

Mujhko tum
Dekho na
Mai yaha
Aur ab
Na jane tu kahan?
Mujhko tum
Dekho na
Mai yaha
Aur ab
Na jane tu kahan?

Ab mujhko bas tujh tak hi chale jaana hai
Bin tere sang har ek pal jo soona lagta hai?

Mujhko tum
Dekho na
Mai yaha
Aur ab
Na jane tu kahan?
Mujhko tum
Dekho na
Mai yaha
Aur ab
Na jane tu kahan?

Ab mujhko bas tujh tak hi chale jaana hai
Bin tere sang har pal jo soona lagta hai?



Credits
Writer(s): Rohan Saha
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link