Misaal
Tha humein karna bada
Kuchh Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karna bada kuchh
Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Jhukaani har nazar jo
Uthi bharke shaq mein
Parwaah kaaton ki karna farzi
Jo chale Kaske tasme,
Mujhe, Rondne ki soche
Toh sochna 100 baar
Main angaar Jo dabbne pe
Leleta heere ki shakal
Harek, tanj kasne wala
Samjha apna shatru
Unka harek tanj dil pe jo lga
Wo meri prerna hai
Mann mein jalti Laptein
Chakhsu kholdeein
Sabki Ummeedein
"Andhere mein bhavishya"
Toh paani ferna hai
Tha humein karna bada
Kuchh Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karna bada kuchh
Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karmo pe kendrit hai
Dhyaan hai ye saadhna
Shaanti aatma ko
Dene ko ni maarna
Pagalpan hi khwabo ko
Deta hai pehchaan
Jab dar ni hota marne ka
Dal dal bhi deta hai raasta
Chhoda sab
Khud pe yakeen chodkar
Toda sab maine
Khud ka yakeen chhodkar
Hua kaan pe asar ni
Thake log bolke
Or maine kaan faad diye
Bss zabaan kholkar
Hairangi mein log
"Kaise baat boldi?"
"Sharam haya ni bchii
Ye sareaam bolti"
Mera daayra tha
Khwab mere daayre mein ni
Toh aayi beech m jo
Maine har diwaar tod di
Main ek jaise Chaand
Ye ni doosra bna
Har sitare ne bhi swaad
Pehle dhool ka chakha
Hai aas paas chaand k
Sitare सैकड़ों
Par uski jagah uska ohda
Koi cheen ni ska
Tha humein karna bada
Kuchh Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karna bada kuchh
Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Bolke btate ni hum
Paalte hai krodh
Or jo paalte hain Krodh
Banta oorja ka श्रोत
Wo oorja rago se hoke
Behti jab kaagaz pe
Toh us kaagaz k jahaaz
Aasman ni paate rok
Yu toh Bhidne ko
Bhida le bhle 1 se 100
Samjhe akela na koi
Bhale 1 se 2
Jazba rakho Jokhim leke
Kardo bolti band
Wo kabhi sunna mat Salaah
Jo bole safe khelo,Kyuki
Tha humein karna bada
Kuchh Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karna bada kuchh
Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Kuchh Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karna bada kuchh
Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Jhukaani har nazar jo
Uthi bharke shaq mein
Parwaah kaaton ki karna farzi
Jo chale Kaske tasme,
Mujhe, Rondne ki soche
Toh sochna 100 baar
Main angaar Jo dabbne pe
Leleta heere ki shakal
Harek, tanj kasne wala
Samjha apna shatru
Unka harek tanj dil pe jo lga
Wo meri prerna hai
Mann mein jalti Laptein
Chakhsu kholdeein
Sabki Ummeedein
"Andhere mein bhavishya"
Toh paani ferna hai
Tha humein karna bada
Kuchh Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karna bada kuchh
Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karmo pe kendrit hai
Dhyaan hai ye saadhna
Shaanti aatma ko
Dene ko ni maarna
Pagalpan hi khwabo ko
Deta hai pehchaan
Jab dar ni hota marne ka
Dal dal bhi deta hai raasta
Chhoda sab
Khud pe yakeen chodkar
Toda sab maine
Khud ka yakeen chhodkar
Hua kaan pe asar ni
Thake log bolke
Or maine kaan faad diye
Bss zabaan kholkar
Hairangi mein log
"Kaise baat boldi?"
"Sharam haya ni bchii
Ye sareaam bolti"
Mera daayra tha
Khwab mere daayre mein ni
Toh aayi beech m jo
Maine har diwaar tod di
Main ek jaise Chaand
Ye ni doosra bna
Har sitare ne bhi swaad
Pehle dhool ka chakha
Hai aas paas chaand k
Sitare सैकड़ों
Par uski jagah uska ohda
Koi cheen ni ska
Tha humein karna bada
Kuchh Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karna bada kuchh
Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Bolke btate ni hum
Paalte hai krodh
Or jo paalte hain Krodh
Banta oorja ka श्रोत
Wo oorja rago se hoke
Behti jab kaagaz pe
Toh us kaagaz k jahaaz
Aasman ni paate rok
Yu toh Bhidne ko
Bhida le bhle 1 se 100
Samjhe akela na koi
Bhale 1 se 2
Jazba rakho Jokhim leke
Kardo bolti band
Wo kabhi sunna mat Salaah
Jo bole safe khelo,Kyuki
Tha humein karna bada
Kuchh Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Karna bada kuchh
Vishal bana baithe
Baithe baaton baaton mein hi
Ye bawal bana baithe
Rehte, jaan-ne waale ye
Hairangi mein rehte
Kaise kenkdo k beech se
Misaal bna baithe
Credits
Writer(s): Mak Musick
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.