Aai Phir Uski Yaad
Pee raha shraab mai
Aai jo uski yaad hai
Gum jo fisle hai ankhon se
Dekha phir uska khwab hai
Na chain hai raaton ko
Na hi din ka koi hisaab hai
Reh gai bas yaadein saari
Meri zindagi jali kitaab hai
Tu rehta tha hardam duvaao mein shaamil kyu shaamil na tha tu naseeb mein
Tu rehta tha dharkan ki baahon me shaamil kyu shaamil na tha tu vajood mein
Mai kaabil na tha to bta deti mujhko
Mai pagal hi tha jo chaha mene tujhko
Dil ka sauda kiya bewafa kehke mujhko
Tu katil hi nikla daga krke mujhko
Pee raha shraab mai, aai jo uski yaad hai
Gum jo fisle hai ankhon se, dekha phir uska khwab hai
Dubaa huva gum mein hu, kyuki tanha betha ye saab hai
Zakhm mere hai ye gehre tere hi kiye ehsaan hai
Chaha tha mene usey khudse bhi zada tabhi roya hu raaton mein cheekh ke
Jab milna hi uska muqaddar mein na tha milaya kyu rab ne kareeb se
Mila kya sila daga karke tujhko
Kya kami thi yebhi bta deti mujhko
Kyu kiya praya saga karke mujhko
Kya khush hai tu aise fana karke mujhko
Pee raha shraab mai, aai jo uski yaad hai
Gum jo fisle hai ankhon se dekha phir uska khwab hai
Na chain hai raaton ko nahi dinka koi hisaab hai
Zakhm mere hai ye gehre tere hi kiye ehsaan hain

Credits
Writer(s): Rohit Saab
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.