Kaise (Acoustic)

Tumse mare ya dua hain
Mujhko tum bhulana, ho sake to abi
Hum bhi tum se juda hain
Vaktt na mera hain, fir milenge kabhi

Rota tumhe na dakh sakon
Yaad mujhe na karna tu

Kaise juda hoon main tujse?
Kaise na roothe tu mujse?
Bin mile hi ja raha hoon main to vahan
Kaise rulati yadain hain?
Kaise hasati batain hain?
Bin mare hi jeena hoga tumko vahan

Hum se zindgi bhi khafa hain
Vaktt na bacha hain,abb mare pas bhi

Kahne ko baki thi batain kai
Chalne ko baki thi rahain kai
Tare sang bitani thi shamain kai
Par ya vaada bhi hain adhoora

Sang rahne ka vaada kia tha
Tod ke ja raha hoon main
Maf karna tu mujhe
Mare hath main na to kuch bhi raha

Rota tumhe na dakh sakon
Yaad mujhe na karna tu

Kaise juda hoon main tujse?
Kaise na roothe tu mujse?
Bin mile hi ja raha hoon main to vahan
Kaise rulati yadain hain?
Kaise hasati batain hain?
Bin mare hi jeena hoga tumko vahan



Credits
Writer(s): Kushaan Mehta
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link