Impatient

Kaafi dino se main bechain sa hoon
Duniya se door kahin khud se main baatein karoon
Dil ke lifaafon se shabd leke panne bharoon
Taaki inn gaano se main tumko rula sakoon

Naa soya saari raat
Ab phir ho gayi subah
Chali ek thandi hawa
Aise kab tak main jeeyun
Dekho main hoon bekaraar
Aankhon mein sapne hazaar
Meri neend bhi faraar
Sabr kab tak main karoon
Khwaabon ka ye jo makaan
Poori khali hai filhal
Phir main baithoon kaise shaant
Aise milti na sukoon
Jaane kitne hai sawaal
Meri ansooni awaaz
Kaafi cheezein bhi kurbaan
Sabr kab tak main karoon

Main hoon thoda sa hairan
Thoda sa pareshan
Iss zindagi se
Main hoon thoda sa hairan
Thoda sa pareshan
Iss zindagi se

Every time I go to fests, and I see the sets
Then I manifest myself on the stage
And I contemplate my whole process
Do I lack something or is it just my fate?
I'm losing my patience with every single passing second
Yeah this music is blessing, I see the presents start to open
And the peasants never get me, say my dreams will never happen
But I'm standing on the stage, thousand hands start clapping
When I die take my body and then bury me
Next to the legends, Kurt's coffin laying beside me
I can't accept any less cause I'm better than the best
How many artists do you know who as good as me?

Jaane kitne hai sawaal
Meri ansooni awaaz
Kaafi cheezein bhi kurbaan
Sabr kab tak main karoon

Main hoon thoda sa hairan
Thoda sa pareshan
Iss zindagi se
Main hoon thoda sa hairan
Thoda sa pareshan
Iss zindagi se

Main hoon thoda sa hairan
Thoda sa pareshan
Iss zindagi se
Main hoon thoda sa hairan
Thoda sa pareshan
Iss zindagi se
Main hoon thoda sa hairan
Thoda sa pareshan
Iss zindagi se
Main hoon thoda sa hairan
Thoda sa pareshan
Iss zindagi se



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link