Daur (feat. Huzur)

Kon kiske hai neeche or khatam
Kon khayega iss scene ko aur kon hazam
Born star hu ha dekh le tu nakshtra
Kam ayega kisi ke na dena kam mein dhakal
Pachtava mere khoon mein
Fans ko nhi pata ke khada main stool pe
Zindagi laati hai preshaniya dhund ke
Ghar kse chalega agar dikha diya jo tut ke
Mai khush hu ki hai mere sar pe chath
Aur chaiye kuch to motto ek kar hustle
Tu pohch gya top pe mere lund pe chadh ke
Baati nhi dusron se to kya tarraki
Nasho m hai dost vo jante sab marte hai roz
Shanti khatam kare shanti ka shor
Baap se mila pata ni ankh ab mai aur
Iss saal shuru mahaan ban ne ka daur

Ye zindagi asaaan nahi hain,
Musibate pukaar rahi hain
Bure bhi halaat kahi hain
Aur dil bhi ye paak nahi hai

Usko patani kuch
Na maine batani kuch
Shuru bhi karu kaise
Jab pichla daba ni dukh
Main khudpe shak karta hu ke ab tak bana ni kuch
Hain dil main dard itna ki ab usme jagah ni kuch
Kaisa hain jaal ye
Kyu pareshan main
Puraane ghar ki ab bhi diwaare yaad hai
Nazaare khaas jitne bhi sab dil ke paas hain
Tabhi chalti ye saas hain
Ye sab baate main darta raha batane se
Kab tak hi rehta darke zamaane se
Qk dard bhi badta rehta dabaane pe



Credits
Writer(s): Ditin Ramesh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link