Mohabbat Ibadat Hai
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Mohabbat ke dushman, zaraa ye samajh le
Mohabbat ke dushman, zaraa ye samajh le
Mohabbat ke dam pe khadee hai ye duniyaa
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Mohabbat junun hai naa deewangi hai
Mohabbat hee insaan kee zindagi hai
Mohabbat ka daaman to hai paak daaman
Mohabbat ka daaman to hai paak daaman
Mohabbat khayaalon kee pakizgi hai
Mohabbat khuda hai, khuda hai mohabbat
Mohabbat khuda hai, khuda hai mohabbat
Mohabbat bharaa dil to ghar hai khuda ka
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Mohabbat hee saba ko gale se lagaae
Mohabbat dilon se ye nafrat mitaae
Mohabbat ka imaan insaaniyat hai
Mohabbat ka imaan insaaniyat hai
Mohabbat hee insaan ko insaan banaae
Mohabbat rivaajon kee bandish naa maane
Mohabbat rivaajon kee bandish naa maane
Mohabbat ka mazhab se hai vaastaa kya?
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Mohabbat ke dushman, zaraa ye samajh le
Mohabbat ke dushman, zaraa ye samajh le
Mohabbat ke dam pe khadee hai ye duniyaa
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Mohabbat ke dushman, zaraa ye samajh le
Mohabbat ke dushman, zaraa ye samajh le
Mohabbat ke dam pe khadee hai ye duniyaa
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Mohabbat junun hai naa deewangi hai
Mohabbat hee insaan kee zindagi hai
Mohabbat ka daaman to hai paak daaman
Mohabbat ka daaman to hai paak daaman
Mohabbat khayaalon kee pakizgi hai
Mohabbat khuda hai, khuda hai mohabbat
Mohabbat khuda hai, khuda hai mohabbat
Mohabbat bharaa dil to ghar hai khuda ka
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Mohabbat hee saba ko gale se lagaae
Mohabbat dilon se ye nafrat mitaae
Mohabbat ka imaan insaaniyat hai
Mohabbat ka imaan insaaniyat hai
Mohabbat hee insaan ko insaan banaae
Mohabbat rivaajon kee bandish naa maane
Mohabbat rivaajon kee bandish naa maane
Mohabbat ka mazhab se hai vaastaa kya?
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Mohabbat ibaadat, mohabbat hai puja
Mohabbat se badh kar nahin dharm dooja
Mohabbat ke dushman, zaraa ye samajh le
Mohabbat ke dushman, zaraa ye samajh le
Mohabbat ke dam pe khadee hai ye duniyaa
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Aa-ha-ha, aa-ha-ha
Credits
Writer(s): Anjaan, Mehra Prakash, Anandji V Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.