Khwaab Aajkal
Bade dino ke baad dil aaj beqaraar hai
Sochun ke jaane kya baat hai
Bade dino ke baad baadalon mein khumaar hai
Lage ke jaise din mein raat hai
Firr raha hu darbadar kyu katt nahi rahi raahein
Nabz jaise thamm gyi meri
Jee rahaa bechaeniyo mein gir raha hun de baahein
Aa mujhe le ja tu kahin
Khwaab aajkal aa nahi rahe
Kisi tarah nazar aa tu
Khwaab aajkal aa nahi rahe
Kisi tarah nazar aa tu
Kisi tarah nazar aa tu
Kisi tarah nazar
Aa tu
Dekhun tujhe toh lage
Tumse jal ke ye shaam ke rang badal rahe
Baadalon ke beech se
Baahon mein meri kuch sitaare pighal rahe
Oo ho ho ;)
Bade dino ke baad lafzon ka ehteraam hai
Mera bhi shayaron mein naam hai
Tere mere pal yahin kahin pe thamm se jayein
Saamne mere tu hi rahe
Sunn raha hai rabb mujhe ye sab ka sab mil jaaye
Bas yehin pe zindagi rahe
Khwaab aajkal aa nahi rahe
Isi tarah nazar aa tu
Khwaab aajkal aa nahi rahe
Isi tarah nazar aa tu
Isi tarah nazar aa tu
Isi tarah nazar
Aa tu
Sochun ke jaane kya baat hai
Bade dino ke baad baadalon mein khumaar hai
Lage ke jaise din mein raat hai
Firr raha hu darbadar kyu katt nahi rahi raahein
Nabz jaise thamm gyi meri
Jee rahaa bechaeniyo mein gir raha hun de baahein
Aa mujhe le ja tu kahin
Khwaab aajkal aa nahi rahe
Kisi tarah nazar aa tu
Khwaab aajkal aa nahi rahe
Kisi tarah nazar aa tu
Kisi tarah nazar aa tu
Kisi tarah nazar
Aa tu
Dekhun tujhe toh lage
Tumse jal ke ye shaam ke rang badal rahe
Baadalon ke beech se
Baahon mein meri kuch sitaare pighal rahe
Oo ho ho ;)
Bade dino ke baad lafzon ka ehteraam hai
Mera bhi shayaron mein naam hai
Tere mere pal yahin kahin pe thamm se jayein
Saamne mere tu hi rahe
Sunn raha hai rabb mujhe ye sab ka sab mil jaaye
Bas yehin pe zindagi rahe
Khwaab aajkal aa nahi rahe
Isi tarah nazar aa tu
Khwaab aajkal aa nahi rahe
Isi tarah nazar aa tu
Isi tarah nazar aa tu
Isi tarah nazar
Aa tu
Credits
Writer(s): Nikhil Chanoria
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.