Hum Kya Karein

Main zameen tu aasmaan
Kaisi yeh kahaaniyan
Main zameen tu aasmaan
Kaisi hai kahaaniyan
Dopahar ki daastaan
Shaam ko mita
Aaja tu aahaton ko sunke kabhi
Dabe dabe shor mein teri yeh khaamoshi dikhe

Hum kya karein
Kya karein
Bata kya karein
Kya karein

Kaisi hai tu
Kal thi yahaan
Chaadar ki silvaton pe tere nishaan
Chehre pe roshni seher ki tarah
Naino ki baatein ab bole kahaan?
Dooriyan kam lage
Kam lage yeh dooriyon ke faasle

Hum kya karein
Kya karein...
Bata kya karein
Kya karein
Hum kya karein (Main zameen tu aasmaan)
Kya karein (Kaisi yeh kahaaniyan)
Bata kya karein (Main zameen tu aasmaan)
Kya karein



Credits
Writer(s): Shubham Kabra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link