Cycle (feat. Zahra Paracha)

I still wish for days
Jab cycle k paiye thay taiz
Aur ham jeetay thay unfazed
Unaware k zindagi hai race
Where death is on the chase
Ye har banday ka hai fate
Waqt ko nahi kr saktay outpace
Nightmares are hella commonplace
Unfair hai ye dunya logon k do do face
Soch hai ghatya aur badaltay bhais
Despair har taraf there is no grace
Bachay hain sarak pe in every place
Like they're easily replaced
Haan life k burden hain great par
Inteshaar ki lapait mein
We only live to create, yeah
We don't wanna spread hate, we
We just trynna be great, uh-huh

Kabhi raaton mein hoon ginta
Kitne saalon se hoon zinda
Finna build a brighter future
Par ik dhool ka hoon tukra
Fizaaon mein bhatakta mein khataon ka ik putla
Kaise badloon ye zamana ye to jhoota aur purana
Isko mainay kya batana?
Mainay kya sikhana ye to hamko hi le doobain ge
But I won't play their games
I will find my own ways, see
Ajeeb sa dil ab bhi dheet
Umeed pe zinda ye ghareeb
Even when its hard to breathe
Isko hota nahi yaqeen
Iska khota hai naseeb
Par rijayat ka mureed
It dreams of peace
Someplace I can be
Someone like me
Iss bheer mein bhi tanhai milli
Inmay se to ham hain hi nahi
Koi saathi nahi ham akelay sahi
Ye rastay naye par ham qayar nahi
Koi shikway nahi bus shikayat wohi
Jeenay to do inpe chalnay to do
Dekhain to ye kya jaatay kahin
Andheron mein jo uss say dartay nahi
Na samjhao hamain ham roothay sahi
Haan ham roothay sahi
Na samjhao hamain ham roothay sahi
Haan ham roothay sahi

Ab bhi jee rhay ham
In pahelion k sang
Apni hi zameen pe ham farang
Berang si dunya mein kahan umang?



Credits
Writer(s): Syed Assad Jafri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link