Galti

Aaj subhe suraj hai nikla,
Dekha toh bistar hai geela,
Tooth- paste se saala kuch nahi nikla,
Nahane gaya toh sabun se fisla.

Breakfast me khaya unda aur kelaa,
School kaa home- work firse me bhoola,
Teacher se daant padna hai aaj pakka,
Galti karke marega ye saala.

Ki hai maine Galti.

Haa maine ki hai galti,

Haa maine ki hai galti,
Ki hai ye galti, ki hai ye galti.

Haa maine ki hai galti,
Haan, haan ki hai galti
Haa maine ki hai galti,
Ki hai ye galti, ki hai ye galti.

School se jab me ghar aaya,
Me tha, tha thaka aur haara,
Naa thi muzme taakat aur,
Kam marks ne khayi meri kismat.

Life me karna tha kuch badaa,
Prr tha me galtiyon se ujhlaa,
Ek sujhaun toh dusre me fasta,
Prr doston ne muze sambhala.

Haan,

Ki hai maine Galti

Maaro, peeto, daant bhi lagalo
Life me maine ki hai galti,

Suraj ki kiran toh aati- jaati
Life me problems sabko aate
Pados ki aunty ro hai chillati
Roj ki ye hai meri galti.!

Music...

Ki hai maine Galti

Haa maine ki hai galti,

Haa maine ki hai galti,
Ki hai ye galti, ki hai ye galti.



Credits
Writer(s): Niranjan Yadav
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link