Mera Ek Din
Mera dil kaha gaya abhi toh yhi tha
Meri raza meri dakhal mera silah yhi tha
Mere amal meri koshish ka kyu ghot rhe gala
Ae Khuda ye awaaze tumbhi kya sunte meri tarah
Shh! Shh! Shh! Khada mai apni kabar pe akele
Ye machis ki teeli badan se ab khele
Sukoot mitti ka mujhe baah me ghere
Sabr kro jale nhi saare chehre
Iss syaah bhari dhun ke zakham hain sunhere
Kuredu to nikle andhere
Shabo ko yhape hain hote sawaare
Aao dikhau mai tumhe apni zindagi ka ek din
Jab kaano me awaaze pauhche na mere
Par kaano me awaaz bje dhin dhin
Wo kahe mujhe bas tu ab din gin
Tim tim nahi taare barse rim jhim
Kin kin laasho ka palat ke muh dekhu
Peet dikha rhe jaise mai Jinn win
Maut ka sahara kaise lu
Maine to maut ke baad ki bhi maut dekhi hai
Mohabbat jo paak thi uski
Baazaro me Nilaam hote bauhat baar dekhi hai
Wo shayar jo behis ho chuka tha
Uski aakhen bhi nam kai baar dekhi hai
Woh paimane jo naang na sake
Apni tamanna uske bhi paar pheki hai
Yhi mai hu Yhi mai tha
Yhi bana Yhi tabah
Bada zakham Bada khitaab
Jaano ka mela Mele me aap
Haatho ke khwaab Khwaabo me haath
Chalne lage jo chalne ke baad
Rakkhi nhi naak tabhi tuti naak
Is maile varande ko mat kro saaf
Yha rehta hai wo jiska qafan ka ghar hai
Zameene qafan ki aur qafan ka dar hai
Poshida dewaaro ke kate hain kaan
It's all in your head kaise
Bacha nhi sar hai
Raate bachi hain par bacha nhi dar hai
Ye phande hain aise jinpe nhi khaasta
Tum kehte sab theek hojayega bhai
Mai andar se kehta hu Khuda na khaasta
Waasta khaas tha saas ka mere lehaaz ka
Najoomi bana hua apni hi laash ka
Pac nhi paak tha
Aakhen rehti kaise mujhpe
Mai aakhon ka kaata
Baata jo bhi tha aata mai gaata
Bas ek hi shehar ko ye rasta hai jaata
Nishat e gham hai barhana yha pe
Tum kaun se farishte jo milega zyada
Maine ek maanga toh mila yha aadha
Maut maangi to bas mila iraada
Jooto me chaloge kaise tum mere
These shoes got no soul in them
Aedi ghisi hai par ghise nhi ghutne
Jhuka nhi kisi ke saamne mai aaj tak
Zamaane nikal jaate hai ek hi saas me
Kaise bachau khudko agli ek saas tak
Ginu pehli se mai aathvi bar tak
Kitna mita pehli se aakhri baar tak
Raate bachi hai pehle ise paar kar
Phir ginenge kitne kharoche hain glass par
Mare azeez kya khudko kahu Parker
Airtel ke calls sirf aate mobile pe
Woke up to 0 msgs again
Saalo hogye yha puche kisiko khairiyat ke maine
Kheechu 4 laine
Ek bakse me band hu
Been a square since bas nashe ki gandh hu
Maikhane ke jism se waqif hai ye dil
Par jau kaise mai to usse bhi kam hu
Jo dekhi na jaa sake mai wo shakal hu
Yazeedi ka awaal e darje amal hu
Aakhon me dhundla sa jhoota fazal hu
Tumhe khoon se bair hai mai khudka qatal hu
Maine hum nafrate likhi unhone kaha aur likho
Zakhm likha unhone kaha aur likho
Dard likha unhone kaha aur likho
Maut likhi unhone kaha aur likho
Likho mere laal likho hoke laal
Likho saare saal likhi ke banoge rapper kamaal
Tum nocho apni khaal todo apne baal
Cheekho apna naam
Dekho ki thehra ya chala gya wo insaan
Seedha sa sawaal ulta sa jawab
Pairo me akal hai sar pe kyu hai
Chalte jaane ki ab dhun sawaar
Maili si uss mez ke daman se sate panne ko
Mehfooz jisne rakkha tha abtak bhar gyi hai wo kitaab
Subah ko ek vaardat aur shaam alag vaardat
Mai cool nhi door rho andar chl rhi maar kaat
Kalai pe nishaan hai jo bne kaafi waqt deke
Har ghadi badal rhi tumhne kitne zakhm dekhe
Kaarigari ki tareef horhi meri naami mehfilo me
Zindagi ka mtlb dhoon rhe mere galat faislo me
Ek dil rakkha hai sheeshe me nazar tiki hai jispe sabki
Bheed se wahi kahi uss rkkhe dil ko dekh rha hu
Meri raza meri dakhal mera silah yhi tha
Mere amal meri koshish ka kyu ghot rhe gala
Ae Khuda ye awaaze tumbhi kya sunte meri tarah
Shh! Shh! Shh! Khada mai apni kabar pe akele
Ye machis ki teeli badan se ab khele
Sukoot mitti ka mujhe baah me ghere
Sabr kro jale nhi saare chehre
Iss syaah bhari dhun ke zakham hain sunhere
Kuredu to nikle andhere
Shabo ko yhape hain hote sawaare
Aao dikhau mai tumhe apni zindagi ka ek din
Jab kaano me awaaze pauhche na mere
Par kaano me awaaz bje dhin dhin
Wo kahe mujhe bas tu ab din gin
Tim tim nahi taare barse rim jhim
Kin kin laasho ka palat ke muh dekhu
Peet dikha rhe jaise mai Jinn win
Maut ka sahara kaise lu
Maine to maut ke baad ki bhi maut dekhi hai
Mohabbat jo paak thi uski
Baazaro me Nilaam hote bauhat baar dekhi hai
Wo shayar jo behis ho chuka tha
Uski aakhen bhi nam kai baar dekhi hai
Woh paimane jo naang na sake
Apni tamanna uske bhi paar pheki hai
Yhi mai hu Yhi mai tha
Yhi bana Yhi tabah
Bada zakham Bada khitaab
Jaano ka mela Mele me aap
Haatho ke khwaab Khwaabo me haath
Chalne lage jo chalne ke baad
Rakkhi nhi naak tabhi tuti naak
Is maile varande ko mat kro saaf
Yha rehta hai wo jiska qafan ka ghar hai
Zameene qafan ki aur qafan ka dar hai
Poshida dewaaro ke kate hain kaan
It's all in your head kaise
Bacha nhi sar hai
Raate bachi hain par bacha nhi dar hai
Ye phande hain aise jinpe nhi khaasta
Tum kehte sab theek hojayega bhai
Mai andar se kehta hu Khuda na khaasta
Waasta khaas tha saas ka mere lehaaz ka
Najoomi bana hua apni hi laash ka
Pac nhi paak tha
Aakhen rehti kaise mujhpe
Mai aakhon ka kaata
Baata jo bhi tha aata mai gaata
Bas ek hi shehar ko ye rasta hai jaata
Nishat e gham hai barhana yha pe
Tum kaun se farishte jo milega zyada
Maine ek maanga toh mila yha aadha
Maut maangi to bas mila iraada
Jooto me chaloge kaise tum mere
These shoes got no soul in them
Aedi ghisi hai par ghise nhi ghutne
Jhuka nhi kisi ke saamne mai aaj tak
Zamaane nikal jaate hai ek hi saas me
Kaise bachau khudko agli ek saas tak
Ginu pehli se mai aathvi bar tak
Kitna mita pehli se aakhri baar tak
Raate bachi hai pehle ise paar kar
Phir ginenge kitne kharoche hain glass par
Mare azeez kya khudko kahu Parker
Airtel ke calls sirf aate mobile pe
Woke up to 0 msgs again
Saalo hogye yha puche kisiko khairiyat ke maine
Kheechu 4 laine
Ek bakse me band hu
Been a square since bas nashe ki gandh hu
Maikhane ke jism se waqif hai ye dil
Par jau kaise mai to usse bhi kam hu
Jo dekhi na jaa sake mai wo shakal hu
Yazeedi ka awaal e darje amal hu
Aakhon me dhundla sa jhoota fazal hu
Tumhe khoon se bair hai mai khudka qatal hu
Maine hum nafrate likhi unhone kaha aur likho
Zakhm likha unhone kaha aur likho
Dard likha unhone kaha aur likho
Maut likhi unhone kaha aur likho
Likho mere laal likho hoke laal
Likho saare saal likhi ke banoge rapper kamaal
Tum nocho apni khaal todo apne baal
Cheekho apna naam
Dekho ki thehra ya chala gya wo insaan
Seedha sa sawaal ulta sa jawab
Pairo me akal hai sar pe kyu hai
Chalte jaane ki ab dhun sawaar
Maili si uss mez ke daman se sate panne ko
Mehfooz jisne rakkha tha abtak bhar gyi hai wo kitaab
Subah ko ek vaardat aur shaam alag vaardat
Mai cool nhi door rho andar chl rhi maar kaat
Kalai pe nishaan hai jo bne kaafi waqt deke
Har ghadi badal rhi tumhne kitne zakhm dekhe
Kaarigari ki tareef horhi meri naami mehfilo me
Zindagi ka mtlb dhoon rhe mere galat faislo me
Ek dil rakkha hai sheeshe me nazar tiki hai jispe sabki
Bheed se wahi kahi uss rkkhe dil ko dekh rha hu
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.