Desh Ka Vikas
Shareef neta hain
Toh har gunah mein inke haath kyu
Zameen pe leta hai toh
Hawa mein inke thaat kyu
Raay dene wale nyaay dedete hain desh mein
Daanav ke bhesh mein
Fir bhi janta inke saath kyu
Baant dun mann mera karta jo bhi mere pass mein
Saath dun main unka jo khade madad ki aas mein
Duaon ka patani esi badua hai milti na nikalti jo hai door khade kisi gareeb ki pyaas se
Pet mein anaaj ka sookha pada hai
Jo duniya dikhti na hai uski samjho yeh dasha hai
Nagn iss badan ko koi puche na yeh puje jisko uske sar pe roz ek chaadar chadayein
Haan ghar pe thi wo har roz ki tarah wo ek roz tha
Kyu tha nahi wahan main soch yeh main khudko kosta
Mehfooz rakhne wale haathon admara kara
Mahine 8 ki thi isme bhi kya kapdo ka he dosh tha?
Jisko pucho usko heer chahiye
Aawaz ek uthade itne veer nahi hai
Netaji bole ladko se galti hojati hai
Netaji aurat aapke baap ki jageer nahi hai
Zameer na kanoon ki hai andha bhi hai behra
Bhara pada hai daldal jitna doobo utna gehra
Yeh jo Maanti hai thik mardaangi pe chot pahonchi jar haath leke nasht kardenge chehra
Galat ko bhi galat na bole kholein kisse vaarta
Bhole bante aage peeche jaane kitni vaardaat
Sach ka saaz bole koi inke raaz khole koi bole desh hit mein dein thappa laga gaddar ka
Kaale gore ki wajah se badhti dikh rahi hai oonch neech
Aankhein meench bacche bhi rahe hain seekh tehzeeb ki kami aur kaali soch ki zabaan
Rang kaisa hai twacha ka puche sabse badtameez
Dharam ke thekedaar dikhte har jagah kyu fir rahe
Guroor rakhe naak pe ram naam gin rahe
Maar peet maar kaat faili dharam ke naam pe
Lahu lagi fati kameez naastik hain sil rahe
Zindagi ki raah se kisine kuch na seekha hai
Baat na kar usse mujhse jaat mein wo neecha hai
Chaal dekh iski kaise baat karta baal laal awaaz kitni patli
Yeh toh "Bhagg saala meetha hai"
Aisi soch ka main chaahu desh se nikaas
Maine baatein jo bhi boli
Hain desh ki bhadaas
Awaaz ko uthao nasaaz kuch dikhe jo saamne
Chup jo hum rahe na hoga Desh Ka Vikas
Na hoga Desh Ka Vikas
Chup jo hum rahe na hoga Desh Ka Vikas
Na hoga Desh Ka Vikas
Kadwa sach hai accha na ki jhooti mithaas

Credits
Writer(s): Kunal Khanna
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.