Mann Baawara

Thodi bechain si hai
Is dil ki aahatein
Thodi ghabrahatein hai
Is dil ki chaah me yeh

Bekhabar yeh besabar yeh ikk dagar hai
Aane wali kal ki ab kise khabar hai
Safar bada hai bhagne sama khada hai re
Sama ki chahaton ka kyu tu bojh le chale

Yeh mann baawara hai
Yeh mann baawara hai
Yeh mann baawara hai, mera
Yeh mann baawara

Phikrr karta rahe yeh
Darta rahe yeh sada
Kaid rakhta ise hai
Kyun bewajah

Bekhabar yeh besabar yeh ikk dagar hai
Aane wali kal ki ab kise khabar hai
Safar bada hai bhagne sama khada hai re
Sama ki chahaton ka kyu tu bojh le chale

Yeh mann baawara hai
Yeh mann baawara hai
Yeh mann baawara hai, mera
Yeh mann baawara

Khud ko me bhool gaya hu
Khud se hi me lad raha
Chahaton mein mai yeh fasa kyun
Jaanu na ab, kaha jaraha hu
Kyun... baawara darey re
Bekhabar kyun, khudse rahe yeh
Baaware... Sunle
Kya kahe... yeh tujhe



Credits
Writer(s): Abhishek Shaji
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link