Baadal

Ab kaale jhut bhi milne lge hai safed mai
Ab logo ki baate bhi lge muje fake se
Itna upar aa gya hu inki baato se ki hasta hu niche in baadlo se dekh ke

Essi koi baate ni jo dil pe aake lgi nai
Sukh mai thi saath par tu dukh mai to dikhi nai
Vo yaade bani path'thar pe lakeer, jo aaj tak dekh mere maathe se hai miti nai

Mai tuje dhundta raha or tu bhulti rahi
Ye khanjar vaali baate muje cheerti rahi
Tabhi narazgi meri us khuda se bhi
Jisne dhyaan ni diya meri in choti khwahisho pe

Akela chord do in baadlo mai
Muje behne do in kaagzo mai
Ab muje kisi pe bhrosa nai
Mera naam dedo kafiro mai

Akela chord do in baadlo mai
Muje behne do in kaagzo mai
Ab muje kisi pe bhrosa nai
Mera naam dedo kafiro mai

Akela chord do tum

Tu chaale chalti rahi or saala bna beakal
Chahiye pyaar ka saboot to jhaak ye nazar
Mai befikar sa betha ki tu to aaegi
Aankhe khuli meri par tu paas mai to pai nai

Khudko hi kosne lga hu mai to aaj kal
Vajoot essa mita koi nahi saath chal
Subha dukh mai hai kat'te hai din
Ab neend nahi aati dekh meri in aankh par

Betha rehta hu mai inhi hi swaal par
Kyu aasu rukte nahi hai mere raat bhar
Upar vaale yaa to mera insaaf kar
Varna tera beta bn jaega ek jaanvar

Marne tak tu mera saath degi
Yaad hai essi baate hum dono ne to baat li thi
Ab pakde tu haath bhi nahi
Shayad kami reh gyi hogi mere diye hue pyaar mai hi

Vo sach tha, yaa koi chhal tha
Parva di par mila koi muje fal na
Jitna yaad, pyaar nahi tha halka
Arsa hua lge chorda kal tha

Akela chord do in baadlo mai
Muje behne do in kaagzo mai
Ab muje kisi pe bhrosa nai
Mera naam dedo kafiro mai

Akela chord do in baadlo mai
Muje behne do in kaagzo mai
Ab muje kisi pe bhrosa nai
Mera naam dedo, naam dedo

Akela chord do tum, chord do tum
Muje behne do tum, behne do tum
Akela chord do tum, chord do tum
Muje behne do tum, behne do tum

Akela chord do tum, chord do tum
Muje behne do tum, behne do tum
Akela chord do tum, chord do tum
Muje behne do tum, behne do tum

Socha nahi tha niklegi tu bhi essi hi
Hoobahoo is jhute jahan jessi hi
Jaana jana tha to jaankari de degi
Tu akeli nahi gyi hai saath meri rooh legi



Credits
Writer(s): Lovy Singh Bhatia
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link