Beshak

Ladka mai sanki hun beshak
Badtameez sa hi ladka hun beshak
Jeeta mai tera udeshya
Chakra hi ungli pe banu mai keshav
Dooji baari mai bhi pehli meri hi peshkash
Likha na jaara ye launde hai bezzat
Shabdon ki mala aur uska mai ved ghar
Kalam hi nasha aur baawe tu bhej kash
Kare meri bae shak dekh kar
Mai aake bolun behshak behshak
(Dhak Dhak) Launde saare fly bina pejkas
Mai aake bolun behshak behshak
Aake banu mai keshav se shekhar
Ye nashon mai behkar
Mai nashon se behtar
Mai nashon mai rakhun mai apni hi barkat
Tab saansein na kaabu
Jab saanpein bhi gale par

Joote na pehne mai yeezee ke
Shit be too easy mai bolun ye btk
Beaton pe shayar kahaaniyan bt ke
Saanpon se lipte na chadenge seedhi ye
(huh?)
Seedhi tu chada kya
Mujhse tu bada kya
Seedha na bola
Toh seedha hi marega
Seekh ka si-tafal chaka kha?
(Chaka kya,chaka kya,chaka kya,chaka kya)
Sanki mai beh- shak,shak
Kare meri bae-shak, shak
Goli chale meri thap thap thap
Dekhaye ye bhi kare kal tak kartav sabh
Baawe dakhal na de tu hai shoonya de fucks
Mere boli lage das tak ke dastak vo khat
(Hook)
Ladka mai sanki hun beshak
Badtameez sa hi ladka hun beshak
Jeeta mai tera udeshya
Chakra hi ungli pe banu mai keshav
Dooji baari mai bhi pehli meri hi peshkash
Likha na jaara ye launde hai bezzat
Shabdon ki mala aur uska mai ved ghar
Kalam hi nasha aur baawe tu bhej kash

Lage bhook jaise harjas harjayi
Batlata tha woh ladka aaj uski shayari gawayi
Aur jab pohonchunga upar toh jaan na
Bhola sa ladka tha tharon mai goli chalayi
Jo bhi kiya maine seekha
Khud ke dam pe maine jeeta
Aur mai jeeta toh ye jaana
Ki mai baarishon mai bheega
Aur mai bheeg ke jo samjha woh mai seekh ke na samjha
Kyunki fasa teri chalon mai aaj mila mujhe sheesha
Aur mai sheesha mai jhaka
Toh wahan na tum thi
Gaanon mai behka
Par teri na dhun thi
Khudse hi ladta kyunki khud ka hi ladka
Tere liye kar raha par tu bhi na rukti
Tu bhi na rukti
Tu bhi na,kutti
Likhai ki tarah hi lage tu
Woh bhi nahi jhukti
Tu bhi ek nasha hi lagti thi
Aaj khud bhi nahi phukti
Afsos tha tune bhi choda tha
Par lage ab mukti
Tumse ruka na jaata tum samjhoge kahan?
Tum samajh na paate tum rukoge kahan?
Bolun mai kabhi tu samjhegi shayad
Ye paani hai badhta mai jeeyunga kahan?
Jo socha woh karra tha
Roz hi mai marr raha tha
Par usse bhi pehle tu deti daga
Zikar ki tarah teri fikar nahi chahiye
Teri fitrat ke nakshe mai zillat nahi chahiye
Haan gira hun bohot par seekha hun
Neende na aaye toh theek par bistar nahi chahiye
Maine izzat kama li
Mai baatun woh gandhi
This shit be too salty
I call it the dandi
Na samjhi
Tu farzi
Na jamti
Besharmi
Aur ghar bhi phir lage
Deewar pe daraar thi
Ladka mai sanki hun beshak
Badtameez sa hi ladka hun beshak
Jeeta mai tera udeshya
Chakra hi ungli pe banu mai keshav
Dooji baari mai bhi pehli meri hi peshkash
Likha na jaara ye launde hai bezzat
Shabdon ki mala aur uska mai ved ghar
Kalam hi nasha aur baawe tu bhej kash



Credits
Writer(s): Varisht Jain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link