Bhoomigat

Jho aara maan mein flex kare tum
Shakal pe nahi Noor pr ankhon mein suroor
Mujhe koi cheez ka nahi guroor
Alag buddi alag mere fitur
Mein bhi iss scene mein chepu ga jarur

Jho durr te unse hua mein durr inke mc
Dasne wale bante apne hi khud
Zubaan se baatein hoti b jhut
Srif dene ka shoot reload hai bharpur

Andheri pachim pin mera panch teen
Sheher ke paas mein beach
Hosh mein khute nahi josh weak nahi bande full Dhit
Lakdiyon ke aag se bante jho khane kaafi lagte
Mujhe swadisht

Jaankari leta nahi aas paas ke orbit
Jeera tu ghut ghut ke phle toh ga*dghis
Dhoke baaz mat Milo wapis
Beat pe flows mere kaatil

Zindagii mein dard b Shamil
Khana b waqt pe nahi pure din
Isiliye body shape meri slim
Ankhon ko chaiye srif nind

Change hua scene
Raat mein kholi rehti ankh
Vibe hai sath mein chand
Studio mein dete hum jaan

Yung psy inke kaano ke parde faad
Dag lage humpe nhi rahe nadaan
Tere khadde mein rakh teri pechan
Baatein baatein karna asan

Bante ky mard bin kaam
Bombay se pala hua
Chatti mein bata doha
Sath mein maa ki dua

Kimti nhi kuch maa ke siwa
Alag tevar alag chere ka
Roop badal tha har ek jism ka
Iss duniya mein koi nahi zyada

Jiske rooh mein kaafi wafa
Mujh mein boori aadat fir b saath mere farista



Credits
Writer(s): Sanket Khade
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link