Santulan
Itni raato se mai soya nahi hu
Zindagi mai zyada khoya nahi hu
Firbhi duube dikhe kashti meri
Aasuo se kabhi roya nahi hu
Itni raato se mai soya nahi hu
Zindagi mai zyada khoya nahi hu
Firbhi duube dikhe kashti meri
Aasuo se kabhi roya nahi hu
Aya vaha se jahape ne ye culture
Minko ke saare hai dil pure patthar
Dekhe mene kitne peeth pe hai kanjarr
Jitne nikalu mai dard hota battar ye
Dil ki nadiya meri saari sukhi banjarrrr
Sehela ke in ghaavo ko mere lahu ke haath se
Khada kiya mere pero ko khud hi ke dumpar
Sapne hojate flat
Nikalu inke panchar
Kaam se mai kattar
Lala bheje ka garam
Bass tu lapke mujhse mat kar
Aise Cheer faadu in rappero ke dhande
Vaise Saath nahi bethte hai ab utne hi bande kyu
Aaj bhi dekhu mere taaro ko tuut te nahi hai
Aaj bhi dekhu mera chaand chamakta nahi hai
Aaj bhi dekhu mere suraj ko sulaghta nahi hai
Aaj bhi dekhu in pedo ko ye khush nahi hai
Aajkal pehele jaisa saala kuch ab lagta nahi hai
Kuch khona nahi hai
Vakt rukta nahi kyu
Dard chubhta nahi hai
Man kuch bolta hi ni kyu
Dil rota nahi hai
Pyaar hota nahi kyu
Pehele jaisa duniya mai ab kuch
Bacha hi nahi hai
Kuch sachaayi nahi hai
Kehete hai zindagi 4 din ki mere bhai
Ye Sab jhoot fizool
Zindagi ye meri 4 pal ki hi nahi hai
Lagta hai ye 4 pal ki bhi nahi hai
Ye Halaat Vakt Jazbaat Badalte
Inka santulan santulan
Kisise ab meri zindagi se hota hi nahi hai
Ye hota hi nahi hai
Ye zindagi 4 pal ki bhi nahi hai
4 pal ki bhi ni hai
Jee le issey
Zindagi mai zyada khoya nahi hu
Firbhi duube dikhe kashti meri
Aasuo se kabhi roya nahi hu
Itni raato se mai soya nahi hu
Zindagi mai zyada khoya nahi hu
Firbhi duube dikhe kashti meri
Aasuo se kabhi roya nahi hu
Aya vaha se jahape ne ye culture
Minko ke saare hai dil pure patthar
Dekhe mene kitne peeth pe hai kanjarr
Jitne nikalu mai dard hota battar ye
Dil ki nadiya meri saari sukhi banjarrrr
Sehela ke in ghaavo ko mere lahu ke haath se
Khada kiya mere pero ko khud hi ke dumpar
Sapne hojate flat
Nikalu inke panchar
Kaam se mai kattar
Lala bheje ka garam
Bass tu lapke mujhse mat kar
Aise Cheer faadu in rappero ke dhande
Vaise Saath nahi bethte hai ab utne hi bande kyu
Aaj bhi dekhu mere taaro ko tuut te nahi hai
Aaj bhi dekhu mera chaand chamakta nahi hai
Aaj bhi dekhu mere suraj ko sulaghta nahi hai
Aaj bhi dekhu in pedo ko ye khush nahi hai
Aajkal pehele jaisa saala kuch ab lagta nahi hai
Kuch khona nahi hai
Vakt rukta nahi kyu
Dard chubhta nahi hai
Man kuch bolta hi ni kyu
Dil rota nahi hai
Pyaar hota nahi kyu
Pehele jaisa duniya mai ab kuch
Bacha hi nahi hai
Kuch sachaayi nahi hai
Kehete hai zindagi 4 din ki mere bhai
Ye Sab jhoot fizool
Zindagi ye meri 4 pal ki hi nahi hai
Lagta hai ye 4 pal ki bhi nahi hai
Ye Halaat Vakt Jazbaat Badalte
Inka santulan santulan
Kisise ab meri zindagi se hota hi nahi hai
Ye hota hi nahi hai
Ye zindagi 4 pal ki bhi nahi hai
4 pal ki bhi ni hai
Jee le issey
Credits
Writer(s): Varya Royce
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.