Khwabon Ka Shaher

Kaisa ye nasha
Jisme rehna chahu mai hum tum sada
Chalne lagi kaisi ye hawa
Kho na jau mai
Reeto se pare
Khole apni bahe mai jiyu
Kafiro se duri mai rakhu
Mai rakhu

WooOhoo
Ye madhoshi sama mai khokar
WooOhoo
Mai jeelu zindagi

Thoda sa hoke befikar
Duniya meri ye dagar
Khwabon ke shahro me yu
Roobaroo
Firdoshi si ye hawa
Hasrate hai har jagah
Khwabon ke shahro mai yu
Kho padu

Khoobsoorat se pal
Kai nafraton mai ye na jaa nikal
Jane kya tu dhunde darbadar
Aise hai ye pal
Aisa ye samay
Pyare sango se bhara zameen asmaan
Jaise lage hai koi khwab sa
Aisa ye samay

WooOhoo
Ye madhoshi sama mai khokar
WooOhoo
Mai paalu har khushi

Thoda sa hoke befikar
Duniya meri ye dagar
Khwabon ke shahro me yu
Roobaroo
Firdoshi si ye hawa
Hasrate hai har jagah
Khwabon ke shahro mai yu
Kho padu

Aisa ye shaher jaha jaat hinsa nafrat se pare
Aisa ye shaher jaha pyar insan age hi rahe

Thoda sa hoke befikar
Duniya meri ye dagar
Khwabon ke shahro me yu
Roobaroo
Firdoshi si ye hawa
Hasrate hai har jagah
Khwabon ke shahro mai yu
Kho padu



Credits
Writer(s): Krishna Jakhotiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link