Buri Kismat
Subhe utho toh Neend adhuri hai,
Chaaro ore se Ghanti baji hai,
Chaadar nikalu toh Thand bohot hai,
Kaam pe jaana bhi toh jaruri hai.
Aankh khuli toh Sapne adhure hai,
Yaad kru toh Bhulne ki aadat hai,
Sapno mai aayi toh Neend khuli hai,
Yeh toh meri Buri kismat hai.
Yeh meri buri kismat hai,
Chaaro ore se chaayi hui hai,
Prr dekhu to meri lagni hai,
Isme koi baat nahi hai.
Gaadi nikalu toh Petrol nahi hai,
Kaam pe jau toh Tarraki nahi hai,
Mobile dekha toh Balance nahi hai,
Akela pada toh Koi saath nahi hai.
Ghadi ke kaante Muzse bhi tej hai,
Samay dekha toh Chaar ghanta late hai,
Boss se mila toh Roj ki shikayat hai,
Paisa toh jaise Haath ka mail hai.
Logon ko dekha toh Unki life set hai,
Compare kru toh Darne ki baat hai,
Kalyug aaya toh Saare log fake hai,
Unko dekha toh Sabki lagi padi hai.
Yeh meri buri kismat hai,
Chaaro ore se chaayi hui hai,
Prr dekhu to meri lagni hai,
Isme koi baat nahi hai.
Chaaro ore se Ghanti baji hai,
Chaadar nikalu toh Thand bohot hai,
Kaam pe jaana bhi toh jaruri hai.
Aankh khuli toh Sapne adhure hai,
Yaad kru toh Bhulne ki aadat hai,
Sapno mai aayi toh Neend khuli hai,
Yeh toh meri Buri kismat hai.
Yeh meri buri kismat hai,
Chaaro ore se chaayi hui hai,
Prr dekhu to meri lagni hai,
Isme koi baat nahi hai.
Gaadi nikalu toh Petrol nahi hai,
Kaam pe jau toh Tarraki nahi hai,
Mobile dekha toh Balance nahi hai,
Akela pada toh Koi saath nahi hai.
Ghadi ke kaante Muzse bhi tej hai,
Samay dekha toh Chaar ghanta late hai,
Boss se mila toh Roj ki shikayat hai,
Paisa toh jaise Haath ka mail hai.
Logon ko dekha toh Unki life set hai,
Compare kru toh Darne ki baat hai,
Kalyug aaya toh Saare log fake hai,
Unko dekha toh Sabki lagi padi hai.
Yeh meri buri kismat hai,
Chaaro ore se chaayi hui hai,
Prr dekhu to meri lagni hai,
Isme koi baat nahi hai.
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.