Jaane Doh
Toh jaoge tum na rehna mere pass
Chalo chor diya ab udo meri jaan
Dekha toh tha future tere sath ab janna tumhe na roku isbar
Na laut ke tum aana mere pass
Dukh ho ya dard jhel hi lunga yaar
Mere se bhi accha dhund lena jaan
Tu pehla nahi par tu tha last jaan
Choro jaane doh jaane doh jaane doh
Choro jaane doh jaane doh jaane doh
Chor gayi tu ish haal meh kar gaya durr tu mujhko sabse
Muskil tha mere har ek din
Hoooooo tere bina haa tere bina
Dikh jati ho raaste pe
Aati hai yaad purane jese hum milte the yahi
Kuch kuch baatein yaad hai kuch baatein bhul chuke hai
Yaadon se jaati tu nahi
Hoooooo kese batau kise main batau dill kamzor hai mera
Chor gayi tu ish haal mai
Khush toh ho na jaan aesa mujhe parwa hai
Tum na mere pass phir bhi ajjab sa hai
Aati ho sapno main na jaati tum in yaadon se
Kaafi waqt beeth chuka par zakhm ab bhi taaze hai
Roko na please sataya karo yaadon mai mere na uljhaya karo
Sapno mai mere na aaya karo
Raastein mai na dikh jaya karo
Khud se main kehta hu mujhko rok lo yaha waha jaake time spent karo
Family aur yaaron ke sath raaho
Jo ja chuka ushe jaane doh
Choro jaane doh jaane doh jaane doh
Choro jaane doh jaane doh jaane doh
Chor gayi tu ish haal mai kar gaya durr tu mujhko sabse
Muskil tha mere har ek din
Kuch kuch baatein yaad hai kuch baatein bhul chuke hai
Yaadon se jaati tu nahi
Hoooooo kese mitaau yaadein teri
Raahein kuch ase the dekha tha khwab jo humnein
Aab main un raahon main nahi
Roota hu dill hi dill mai sunn ne ko koi nahi hai
Dill se jura hai tu abhi bhi
Aayi tu aayi jo thi yaadein de gayi
Aab hai in yaadon mai tu har pal mere kareeb

Credits
Writer(s): Rahul Swargiary
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.