Hum Toh Chale (feat. Harsh Sharma)

Hum to chale Apne raste
Jaane Kahan Manzil mile
Hum to chale Apne raste
Jaane Kahan Manzil mile
Aasman Ho jitna bhi door humse
Hum to chhune chale
Aasman Ho jitna bhi door humse
Hum to chhune chale

Sapne hai Sarfire, hausle buland hai,
Aandhi Ho toofan Ho ya
Sholay barse parvat hai hatana,
Kashti mile ya Na mile Sagar ko
Humein cheer ke hi Jana
Jo Manzile mile nahin
Woh Aaj Tak Bani nahin,
Khudko yun nichod denge aise
ke Na Ho moh Maya,
Parwah kare Jo kal ki use hasil
Aaj kuchh Na Ho Paya

Hum to chale apne raaste, jaane kahan manzil mile,
Aasman ho jitna bhi door humse, hum toh chhune chale

Aage Aage Aage badhte Gaye
Badi Badi Mushkil Hamare Samne,
Himmat ne humse puchhe sawal,
Kismat ne humse badhaye faasle,
Phir bhi na maani humne haar,
Phir bhi na maani humne haar
Milke bole hum Jai siya Ram.
Hey chhoti chhoti Gaiyaa, chhote chhote Gwal,
Chhoti chhoti Gaiyaa chhote chhote Gwal
Chhoto so mero Madan Gopal
Chhoto so mero Madan Gopal

Raste Ajeeb hai
Par Manzilein Kareeb hai,
Musibaton se modke yun
Munh Ko hamein nahin hai Jana,
Khuda ki marzi Ho ya Na Ho
Karke hum duniya ko dikhana
Musibatein Tali nahin
Par hum bhi Kum nahin
Mud ke dekhenge to
Sama yahin pe tham jayega,
Tham gaya Agar to
Ghar jaake afsos ho jayega
Mushkilein hai badi
Par hum mein hai dum
Rassi ho ya chhadi
Saath me vo nahi kumm

Hum toh chale apne raste jaane kahan manzil mile
Hum toh chale apne raste jaane kahan manzil mile
Aasman ho jitna bhi door humse, hum toh chhune chale
Aasman ho jitna bhi door humse, hum toh chhune chale.



Credits
Writer(s): Karna Bhatt
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link