Freestyle Bars (feat. Dark)
Dimag rehta high, mere paas koi degree nahi
Meri Kala sacchi, meri qalam jhoot likh ri nahi
Dwarka se Rajouri, border ye tikri nahi
Cooking dum Biryani, main banata khichdi nahi
Tikra nahi, mere aage koi tikra nahi
Ye halke kal ke rappers, inme itna jigra nahi
Bhaai tera jaanbaaz, bhaai tera bikhra nahi
Bars kiye sadqe, baanta mene fitra nahi
EID UL ADHA, ghamo ki qurbaniyaan
Doston mein gair mile, adhoori kahaniyaa
Paiso ki bhag daud, barbaad hui jawaniyaan
FIR Main Jungali janwar or dil bana Tanzania
Na mujhme khaami hai, na koi deewani hai
siyasatey or sazishey, Ye duniya faani hai,
Wo meri sauteli maa thi, usse koi saga nahi hai
Mar chuka zameer mera, zinda mera maazi hai
To firse li sajdo mein maafi, bhoola na haadsa
Andhera raasta, akela bhaagta,
paao mere jal rahe hai, Kaafi hai fasla,
Kar lunga safar muqammil, Mousiqi waasta
Ab do saal baad mene, firse de di dastak
Whi purane yaar mere, choren jo ghr tk
Double seat pe triple seat, scooty chalti sar-pat
Chenta chaanti kre jo koi, jaate saale mar-ghat
Barkat, meri zindagi se jaane lgi
Gunaho ki tasveerey, firse thi satane lgi
Raaton ko jaagta tha, himmat khudki doondta tha
Himmat meri jud jaati thi, fir main khudko doondta tha
Lekin wo bura waqt tha, buri adatein, chali hawa
Qatil khule aam ghoom rahe, mazloomo'n ko mili saza
Dokhe se mili sharafat, sar e aam tb bikey gawah
Ahraam baandh qayaam kiya fir bhi na mujhko mili Qaza
I got a loss, Lekin main bahut hi shatir
Imaan nahi bechunga, main kuch chand rupyo k khatir
Iqraar e jurm, main nahi tha kisi k qabil
Iqrar e ishq usne banaya sabse qabil
Meraaki game, main is game ka Darul Uloom
Maidan e mehshar se pehle hi tabah hogyi ye qoum
Musalsal khawaab dekhu jaise main koi kahf mein hun
Shikast hogi bhi kaise? Jab khudhi main faiz main hun
Tu gar marna chahta hai to fir to teri maut main hun
Tu is khel ka pujaari, tera yungdad main hun

Credits
Writer(s): Mohammad Ansari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.