Karna Lb King
Aasman se chhat gaye badal dharti puri baan bhari
Arjun ji ne dekha manzar fir se yudh me jaan bhari
Do bhaiyon me badh gayi baat azma rahe do do hath
Kon hai sabse Shakti shaali baano ne fir udaan bhari
Shashtra vidhya me angraj ki shakti ka abhaas hua
Sut putra the keh rahe jisko shatriye ka ehsaas hua
Ek barabar dono ghoshit kar diye gaye the bal ko ank ke
Ran me ese ladhe hai yodha jesa drishey khaas hua
Bhishmpitama age badhkar hastinapur ki baat kare
Dhritrarashtra ki jagah yudhishthir ko ghoshit samrat kare
Duroydhan se seh na hua na kaise fir se chinna singhasan
Aag laga du jee chahta hai fir toh main hi karunga shasan
Duryodhan ne lena hai badla mann me esi than rakhi thi
Dharamraj ki durbalta mama shakuni ne jaan rakhi thi
Paaso ka shuru khel hua har daav tha esa fail hua
Fir Ran bhumi tak baat ja pahuchi rajniti ka khel hua
Korav pandav amne samne kurukshetra maidan me
Arjun ji ne kaha hey bhagwan nahi le sakta ye jaan main
Shree Krishna sikhaye parth ko zara samjho kehne ke arth ko
Ye jaan nahi le rahe aap karo bs Ada ye apne farz ko
Karna ladhe jab ran bhumi me parth ka chal na paya zor
Ek taraf tha mitra vachan or ek taraf Arjun ka shor
Suryaputra ki taqat ko na parth abhi tak jaan sake
Bal pardarshan kare barabar karna baat ka dhyaan rakhe
Praan ni lunga vachan diya hai putra bachenge Zinda panch
Aapne beshak pyar diya ni putra ko Ane du na anch
Maang lo jo main wo de du Arjun ko na kuch hone du
Mata ka bhi vachan nibhau putra bache tabhi apke panch

Credits
Writer(s): Himanshu Saluja
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.