Ae Husn Be Parwah
Ye ghazal (irshaad) Bashir Munzar ki hai
Pesh kar raha hoon
Ae, husn-e-beparwah tujhe shabnam kahoon, shola kahoon?

Phoolon mein bhi shaukhi toh hai...
Phoolon mein bhi shaukhi toh hai, kisko magar tujhsa kahoon?

Ae, husn-e-beparwah...
Ae, husn-e-beparwah tujhe shabnam kahoon, shola kahoon, shola kahoon?

Saanson mein hai khushbu teri, aankhon mein hai jalwagari
Saanson mein, saanson mein hai...

Kis shaakh ka guncha hai tu?
Kis shaakh ka guncha hai tu, kis rang ka jhonka kahoon?

Gesu ude, mehki faza, jaadu karein aankhein teri
Gesu ude, mehki faza, faza...

Soya hua manzar kahoon, ya jaagta sapna kahoon?

Chanda ki tu hai chaandni, lehron ki tu hai raagni
Chanda ki tu hai chaandni...

Jaan-e-tammana, main tujhe kya-kya kahoon, kya na kahoon?

Shabnam kahoon, shola kahoon?

Credits
Writer(s): Trad, Ghulam Ali
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.