Fariyad
Sabhi aalim hain soch bari rakhty hain
Ham deewany bas piyasy bhatakty hain
Piyasy dill ko bas qatra hi chahiye
Kiun haram phir sab mey ko smjhty hain
Kia rakha is arooj o zawal mai
Kiun ham jhooty yahan rishtay nibhaty hain
Kia hai dolat is duniya ki hiqmat
Kiun ghareeb ko sab neecha dikhaty hain
Ho Jisky hathon mai qanoon ki dastaras
Kiun wo log hi bas aalim kehlaaty hain
Ho k deewana mai ny jaany hain yeh kheal sabhi
Rang o duniya ko dhoky bhulaaty hain
Dost yaar sabhi ehle tamasha hain
Yeh apna farz sab bhakhobi nibhaty hain
Hon bewafa tum mujh py fatway lga do
Lafz mery par haqeeqat bataty hain
Apni nazar kiye qudrat ky masley
Gham e duniya b bhool chuka sary ab
Rab thora sa tu asra dy ly sambhal
Chalty chalty par gaye pairon mai chaaly ab
Wah kia khoob teri duniya k qaidy
Pair farsh par eyn asman dikhai dy
Krta sajday par yeh hath nai uthty
Rab Kia tujhy dil ki fariyad sunai dy
Rab Kia tujhy dil ki fariyad sunai dy
Rab Kia tujhy dil ki fariyad sunai dy
Tu hi bta dy kia hai duniya mai qaim ab
Sabhi aatish mai akhrat sey darty hain
Apny amal ki koi khabar nhi rakhta
Rab sey shikway krna sab ko hi aty hain
Tu zawal mera jiska koi arooj nai ey
Tu ehsaas mera jis py koi abour nai ey
Likhta gham k tarany main tujh pey
Par tery diye gham ka koi bhi saboot nai ey
Palken totean anso gham ko chupaty hain
Qalam kaghaz mujhy jeena sikhaty hain
Kora safha hon main dill bhi hai murda
Apky taany mujhy kalakaar bnaty hain
Hoa darvaish kia sochon par qabu
Raton ko jagon main kitabon ko chanun
Hunar pakeeza likhon lafz ho k ba wazu
Phir b mujrim khud ka khud ko hi manu
Ilam ka piyasa hon main darya ko bhaagon
Rasta samny par manzil hi maangon
Hon lamakan mera ghar na thikana
Jeabain pathron sey bhar k mai bhaagon
Mai tu bas kuch adhori khahishon ka talabgaar
Dooba veerany mai par roshni sey bhaagon
Tum sab main lafz banton banon sabka madadgaar
Hon qaid khany mai par asman sey bhaagon
Hon qaid khany mai par asman sey bhaagon
Hon qaid khany mai par asman sey bhaagon
Ham deewany bas piyasy bhatakty hain
Piyasy dill ko bas qatra hi chahiye
Kiun haram phir sab mey ko smjhty hain
Kia rakha is arooj o zawal mai
Kiun ham jhooty yahan rishtay nibhaty hain
Kia hai dolat is duniya ki hiqmat
Kiun ghareeb ko sab neecha dikhaty hain
Ho Jisky hathon mai qanoon ki dastaras
Kiun wo log hi bas aalim kehlaaty hain
Ho k deewana mai ny jaany hain yeh kheal sabhi
Rang o duniya ko dhoky bhulaaty hain
Dost yaar sabhi ehle tamasha hain
Yeh apna farz sab bhakhobi nibhaty hain
Hon bewafa tum mujh py fatway lga do
Lafz mery par haqeeqat bataty hain
Apni nazar kiye qudrat ky masley
Gham e duniya b bhool chuka sary ab
Rab thora sa tu asra dy ly sambhal
Chalty chalty par gaye pairon mai chaaly ab
Wah kia khoob teri duniya k qaidy
Pair farsh par eyn asman dikhai dy
Krta sajday par yeh hath nai uthty
Rab Kia tujhy dil ki fariyad sunai dy
Rab Kia tujhy dil ki fariyad sunai dy
Rab Kia tujhy dil ki fariyad sunai dy
Tu hi bta dy kia hai duniya mai qaim ab
Sabhi aatish mai akhrat sey darty hain
Apny amal ki koi khabar nhi rakhta
Rab sey shikway krna sab ko hi aty hain
Tu zawal mera jiska koi arooj nai ey
Tu ehsaas mera jis py koi abour nai ey
Likhta gham k tarany main tujh pey
Par tery diye gham ka koi bhi saboot nai ey
Palken totean anso gham ko chupaty hain
Qalam kaghaz mujhy jeena sikhaty hain
Kora safha hon main dill bhi hai murda
Apky taany mujhy kalakaar bnaty hain
Hoa darvaish kia sochon par qabu
Raton ko jagon main kitabon ko chanun
Hunar pakeeza likhon lafz ho k ba wazu
Phir b mujrim khud ka khud ko hi manu
Ilam ka piyasa hon main darya ko bhaagon
Rasta samny par manzil hi maangon
Hon lamakan mera ghar na thikana
Jeabain pathron sey bhar k mai bhaagon
Mai tu bas kuch adhori khahishon ka talabgaar
Dooba veerany mai par roshni sey bhaagon
Tum sab main lafz banton banon sabka madadgaar
Hon qaid khany mai par asman sey bhaagon
Hon qaid khany mai par asman sey bhaagon
Hon qaid khany mai par asman sey bhaagon
Credits
Writer(s): Ch Ahmad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.