Kabhi Ma Sochu

Kabhi ma sochu
Rahegi phir naa haath ma
Kabhi ma sochu
Rahegi ye saath ma
Kabhi ma sochu
Kitna ha ye faasla
Kabhi ma sochu
Dhoond loun ma raasta
Kabhi ma sochu i will loose it all
Ye kalla pass jo rhegi phir na haath ma
Kabhi im not confused at all
Ye basti dil ma rhegi hamesha sath ma
Kabi ma darata janay kitna ha ye faasla
Kabhi ma sochu kay ab dhoond loun ma raasta
Kabhi ma sochu kay ma laon kese hosla
Kabhi ma sochu mujme itna kabi khoof na tha
Aur esi kashmakash ma dhal jaati raatein
Aur esi liye mujse hoti nahi baatein
Aur esi liye ma rehta hu sawalo ma
Aur wohi batein phir likhta hu gaano ma
Jis trah ma is gaanay likh rha houn
Azaad ma kesi haath ma na bik rha houn
Mosami bukhar tum ma shuru se hi sick rha houn
Sitaara hu tabhi bheer ma bhi dikh rha houn
Aur esi khof mai ma chala gaya door hu
Faslay bhi bhar gaye hain laikin ma majboor hu
Napta gaya tha ma bs gham ki is sham ko
Wapis nahi aana muje cahhaay mera naam lo
Ya Chahay tum pukar lo ya khud ko sudhar lo
Chahay tum ab muje mujse behtar jaan lo
Nafrat ka aadi hu ma aadat se majboor houn
Smjho lo esa kay ma bura koi fitoor houn
Meri misal do qabil houn ma misaal kay
Cahay na maanlo par fan ho tum chaal kay
Ab mera kya qasoor ye meri sadagi se jaltay
Badshah ki trah jeeta 365 din har saal kay
Pasand verani muje andar se veraan huon ma
Sayah khayalo se to khud bhi pareshan houn ma
Ye teri galat fehmi agr smjhay k tu janay muje
22 saal hochukay aur khudse anjaan houn ma

Safay ko pharogay kahani hogi choti naa
Siri phalangogay to manzil hogi choti naa
Aqalmandi jharogay to aqal hogi moti naa
Agr hoti na ye fani zindagi hoti itni choti naa
Wabasta houn ma khudse zindagi ma kya kuch chal rha
Muje lagay theek kyu jb asal ma sb jal rha ha
Tajaurbo ki waja se kuch rago ma ubal rha ha
Dil b meri sunay naa haatho se phisal rha
Dil muje bolay k dooriyaan hain bohat
Ma dil ko bolu majbooriyan hain bohat
Log muje bolein mujme shokiyan hain bohat
Maa muje bolay tujme khoobiyan ha bohat
Maa ne smjhaya tha k chalna tum dehaan se
Zuban pe kaabo rakhna par sunty rehna kaan se
Rakhta hu dehan ma khud k girayban ma
Na kru koi muqabla bs jeeta hu ma shaan se
Na manta ma haar baazi lagay chahay jaan se
Ma doob kay houn ubhraa koyla nikle jese kaan se
Andaaza kese krogay kay beeti ha kya mujpe
Tum to seham jao gay sirf chot k nishan se
Shuru se suna ma ne banda ye nadaan ha
Ghltiyon ka putla isay kehte hum insan hain
Zindagi ha khel aur dunya aik maidaan
Inki akrein hain kaafi upar neeche asmaan ha
Muje jo maloom nahi khuwaish uthti dil ma uski
Chahat hoti uski cheez jo muje mil nai skti
Wese b chahat ka to hota koi silla nai
Sbka apna zarf hota kesi se koi gilla nahi
Ma ne b zindagi ma paaya kuch zaroor ha
Laikin mujme akar nai na mujme koi garoor ha
Betha ma yhan hu meri anna mujse door ha
Behtar hu tumse isme mera kya kasoor ha



Credits
Writer(s): Saad Aslam
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link