Majbooriyaan

Majbooriyaan
< Violin Solo >
Socha nahi tha aisa bhi hoga
Woh bas hamari ek yaad hoga
Woh bas ek yaad yaad hoga
Dil ka ek khaab khaab hoga

Majbooriyaan

Meri bhi kuch majbooriyaan hai
Isliye toh yeh dooriyan hai
Kehte hai upar se hi banke
Duniya mein aati jodiyan hai

Ek din tumhe bhi ehsaas hoga
Bichadega tumse jo khaas hoga
Jo bohot Khaas Khaas hoga
Dil ke jo Paas Paas hoga
< Music >

Mujhse juda hone ke dhoonde bahaane
Kiske khayalon ko rakha hai sirahane
Kehti haqeeqat jhoothe the waade
Hain bereham tere sab ko irade

Manzooriyaan
Kismaton ki manzooriyaan ho
Toh mita de ye dooriyaan woh
Bas tumhe hi maange hai rab se
Kaash poori yeh arziyan ho

Ab jo mohabbat haasil bhi to
Usme hamesha ek daag hoga
Badnuma daag daag hoga
Ye tera mera raaz hoga



Credits
Writer(s): Shradha Pandit
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link