Never Broken
Wo Jo thi Baatein Meri Tum To Yaara Bhul Gaye
Maine kiya to kush Ni Fir kyu yarra tum gaye?
Khayii thi kasamein humne saath rehne saddion janam ki
To fir batao tum hi kyu halat badal gaye?
Do Raatein Kya hui
Humari baatein na hui
To kya hua tha jaisa jisse do wo raat bekar hui?
Dard-E-DiL Ka tumhe haal kya sunaye
Jab haar hi gya hu to ab kya lutayen
Meri jaan jo kehti thi ajj le na mera naam
Ishq ki galiyon se main guzra log keh rahe badnaam
Haan
Main Jisko Kehta tha tere aage main kush nahi
Reh tu saath mere jo chal raha wo sab sahi
Heer ranjha jaan kush nahi ha aage
Sala pyaar hi diya tumhe diya to sala dard nahi
Umar thi 17 tab to kya hi likhta geet main
Jo bhi likha maine piro diya wo beat main
Manna ki kacha tha main dard ko likhne main
Tab bhi jitna bhi ha likha sale sun rahe repeat main
Maine chaha jisko aankhein band karke bhi
Ajj dekha bandi wo to kisi or ki thi
Tab kya pata tha kare pyaar wo paise ko
Main to dil se hoon ameer paise ko deta main f*ck nahi
Wo hi thi ladki wo jis se tha obsessed main
Wo hi thi ladki wo jis se ab hoon stressed main
Wo hi thi wo jo lagti chaand si haseen
Par kya pata tha ek din kho dunga yun best main
Ab na pushe wo ki haal kya ha yaar tera
Pehle to kehti thi ki rehta ha khyaal tera
Ha bus tu nahi meri baaki sab kush ha mera
Uss din kya pata tha ki hoga yahi haal mera
Nahi to sochke uss waqt lagata dil main
Bholi si suraat teri baatein hua lean main
Ab karde wapis jo maine di thi rooh tumhe
Main kya karun aisa ab hoon andar se gambhir main
Gum itna kam nahi jo jaam se nikal jaaye
Tu jab aati thi to lagta tha bahaar aye
Nashe se dhoot meri aankhein mujhse keh ri
Ki kya re naman teri rooh na bishad jaye
Aakhir Main Baat Ye Ki Gum Ha ik baat ka
Ha dukh tumhara saath main badle wo halat ka
Main Likhna chahun kaafi cheezan tumpe janna
Pr baat ye ha yaara mil ra kalam ka ha saath Na
F*ck

Credits
Writer(s): Naman Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.