NaSamajh
Mai Na Samajh Paya Kuch
Tbhi Raha Tujhke Likh!!
Kya Tu Mere Bina Khush?
Vo Bhi Raha Mujhe Dikh!!
Mein Nahi Mil Pau Kisise Bhi Kaash
Lge Asliyat Se Darr Agar Hua Mai Udaas
Mai To Rok Dunga Dil Ko Ki Teri Hai Khata
Tujhe Chod Dunga, Kario Na Tubhi Ye Pta
Kis Wajah Se Rehta Hai Chaand Bhi Akela Aasmaan Mein
Mai Chahu Sirf Dhundhna Asteetv Vobhi Jaan K
Na Pyaar Nahi Moh Hai Charitra Se Sirf Laad Ki
Zaroorat Mujhe Dedeti Tu Pyaar Apna Maan K
Adoore Mere Haath Tere Haath K Bina
Tabhi Likhte Hai Lekh Deke Dil Ko Ye Thes Roz
Zakhmo Ko Aur Gehra Karta Hai Samay
Hi Firaaq Mein Tha Dil Tera Hojayega Tez Boht
Likhu Tujhpe Hi, Kaash Kbhi Hojaunga Theek
Kab Khushi Ki Talaash M Na Banaunga Geet
Nahi Dukhi Hu Mai Jaan Tubhi Letjaake Dekh Na
Ab Usi Ki Tarah Mujhe Late Aati Neend
Mere Pass Baith Aa Vo Kahe Roz Mujhe
Kar Hi Diye The Mene Raste Bhi Band
Fir Bhi Faasle Buland Nahi Pass Mere Ab
Ab Sunghta Hu Haath To Fir Aur Hi Sugandh
Aati Hai Haatho Se Uske Ab
Pyaar Kare Kis Se Tu
Khod Mere Dil M Surang Gayi
Band Hue Raato K Kisse Ab
Baat Kru Fir Se Jab
Dikh Gaye Mujhe Do Rang
Aankhein Khuli Meri Haath Rkhu Band
Dekhu Pass Baitha Kon Mujhe Pass Dikhe Gum
Mujhe Jaan Nahi Pyaari Lge Faansi Bhi Kam
Ab Khaansta Mai Jau Ye Udaasi K Dard
Ye Raasta Alag Tujhe Karte Tha Tab
Mujhe Aata Khayaal Tbhi Bharta Hai Mann
Nahi Jaati Tu Kaash, Mera Lejate Dhann
Mera Maanta Shareer Ni Tu Karde Dafan
Ab Saans Meri Rukne Ki Der Pe Chali
Aur Kam Hai Samay Chle Tez Ye Ghadi
Sabke Panch Chehre Mera Ek Khush Nayi
Chalo Kaash Kuch Mujhme Bhi Achi Kami
Mujhe Aaj Fir Ehsaas Hua Maut Ka
Aur Maut Mere Chaukhat Pe Baithi Koi Ni Rokta
Sawaal K Jabaav Nahi Ho Chuka Ab Roz Ka
Mai Baitha Hua Tanha Mera Mann Usey Khojta
Nahi Chahu Mai Ab Milna Kisise Kese Bol Dalu
Pani Mai Zeher Daal Kar Hi Ab Ghol Ta Hu
Bchalo Mujhe Saath Wale Ek Baar Zor Dalo
Mujhpe Mai Hojaunga Shaant Mujhe Call Daalo
Roll Kre Khoob, Hua Unse Kuch Bhi Na
Dikha Kabhi Sukh Hi Na, Karo Mujhe Dukhi Na
Dhue Pe Udau Dhua, Aatma Bhi Fookti Aaj
Ek Hi Hai Raaz Daba, Dedo Mujhe Mukti Aaj
Kaash Mai Jee Paata Aur
Mera Ghuta Hai Mann Isey Kheechta Tha Daur
Kahi Dikhta Na Koi Dil Hi Lagata Zor
Ab Toot Ta Hi Jau Mujhe Bhi Manaara Kon?
Teri Yaado K Ghere Mai Mein Hu Fasa Pada
Keeda Mai Tu Jaal Daale Tbhi Sayad Dhasa Jara
Nikla Ni Jara Ab Shareer Mera Kasa Pada
Mujhe Lge Jaan Meri Lelega Ye Nasha Sara
Tere Dekhe Nhi Aansu
Tbhi Aaj Bhi Tu Chupp
Kahe Raat Bhi Na Kuch
Kbhi Pyaar Hi Na Tha
Tbhi Aakhri Mein Tu
Mujhe Dhundhti Zaroor Hogi
Rooth-ti Aur Smjhi Hi
Na Pyaar Hi Thi Tu!
Teri Aankhein Lge Raat Kaali
Kajalo Se Raabta Ki Milu Tujhse Kanpta Ni
Lape-te The Roz Dhaage
Ab Mai Unhe Baandhta Hi
Toot Gayi Doar
Aur Uska Reason Tha Ek Gaali
Baalo Se Bandhi Lge Doar Jesi
Ankho M Nami Hai Tere
Tab Bhi Jiye Roz Esi?
Shaurya Si, Nadio Si Roz Behti
Tubhi Tbhi Roz Kehti
Aur Mai Na Samajh Paya Kuch
Teri Nazaro Se Seekh
Teri Nazare Hi Thi
Joki Lagi Mujhe Theek
Mai Na Samajh Paya Kuch
Tbhi Raha Tujhke Likh!!
Kya Tu Mere Bina Khush?
Vo Bhi Raha Mujhe Dik

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.