Sapne
Mujhe mere jeene nhi dete sapne
Thodi duur chalte he lagta hu thakne
Mujhe mehsoos nhi hoti azaadi
Aisaa lagta hai mai hu kisi ki vash me
Yaha junjal h bina kisi baat ke
Tere saath jal rahe panne itihaas ke
Jeb hai toh jeevan baandhle 60 gaanth se
Socha likhi nhi taqdeer kisi haath pe
Ha ha, samay ne tumko fasaya hai aisee ki ab toh bas niklegi jaan
Dhoonde tu apne kaahani ke akshar ha khud ko he kho ke yaha
Dua hai meri ki koi bhi yahape bhatke na meri tarah
Maafi bhi maangu, duyaan bhi maangu batade tu mere gunah
Diye tu ne gum maine haske wo bhog liye
Maa ne kaha kadam galat raasto pe rok liye
Kaise kahu aadhi meri zindagi bitaayi maine
Saare mere sapne apno ne noch liye
Dheere dheere mit jaayegi lakeere
Dheere dheere mil jayenge zameen me
Bata fir kaisi akad hai ye kaisi fikar hai ye kaisi gulaami
Barso se soya nhi hai tu likhne me laga hai apni kaahani
Dard tujhko bhi roz khaata hoga
Marz kya hai na haath aata hoga
Mehsoos hoti nhi thandi fisaayein na milta hai khud ke he ghar ka pata
Dekha hai tu ne ujaadte huye logo ko khud ke ujaadne ka sadma laga
Yaadein purani hai aksar dubaati hai aksar jhukaati hai teri niggha
Barso se kaise na lauta hai ghar tu na aaya hai tereko yaad khuda
Suru kare ab se he jeena
Tum hassi ho toh milegi haseena
Shakal pe dikhti fakeeri, badan se tapke paseena
Mujhe jitna bhi dil se nikalo
Fir bhi mai dil me rahunga
Chahe jitna bhi kaate bichalo
Haste huye chalta rahunga
Meri yaadein yaad aayengi tumhe bhi
Ye niggahein na jhukegi kabhi bhi
Sab sitaarein gawahi meri denge
Khuda se jab bhi mulaqaat hogi

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.