Kalyug

Ha ye kal yug ka door
Ha ye kal yug ka door

Ha ye kal yug ka door hai
Insan bahr se kuch pr andhr se kuch or hai
Ha ye kal yug ka door
Ha ye kal yug ka door hai
Insan bahr se kuch pr andhr se kuch or hai
Ha ye kal yug ka door
Ankhe ho jati namm
Logo ka dekh kar gam
Insaan hi insaan ko kha raha
Kia itne girge hum
(ha ye kal yug hai)
Koi mare mata pita ko
Peda kese huva apne ander to jhako
Fir shyad tum samjho tum baat ko
(ha ye kal yug hai)
Kya bura kia us bacchi ne
Jo abhi ai na thi is dunya me
Soch agar maa na hoti
Tu bhi na hota is dunya me
(bat ko samj)
Ha nahi krte ye kisi ki madad
Sochte mrta hai mrne do
Mere kia jata hai
Agar bacha lega tu kisi ko
To isme tera kia jata hai
(abe insaan hai tu bhi)
Nikal insanyat ko
Pal me badalta hai niyat ko
Kabhi saaf rakhle niyat ko
Kabhi khud ko bhi achai me to jhoko
Acha banne me khud ko mat roko
(ab kia bolu)
Ye kal yug me rehne wale log
Bhagwan ko na mante
Inke liye pesa hai sab kuch
Ye pesa ko bhagwan mante
(krdo jrurat mand ki madad)
Ha ye kal yug ka door

Ha ye kal yug ka door hai
Insan bahr kuch pr andhr se kuch or hai
Ha ye kal yug ka door
Ha ye kal yug ka door hai
Insan bahr kuch pr andhr se kuch or hai
Ha ye kal yug ka door
Me bate krta hu sachi
Bhai tera likhta hai bate achi
Achi lagegi na
Jo mene lino ko dil se hai chuna
Buna dunga vinay singh dc
Sitaro pe
Kio ke ma pita ka hath hai apne sir pe
Rakho hosla kal yug ko badalne ka
Jo kre bure kam use dil se badalne ka
Ajao hote hai sath me
Takhi india rahe top me
Ek baar agar ho jaye hum sath me
Nahi mukabla apna ke
Koi bhid jaye apne sath me
Bhid jaye sath me
Insaniyat ko nikalo dunya ko badal dalo
Ha ye kal yug ka door



Credits
Writer(s): Vinay Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link