Ik Chand
Mujhe tujhse koi gila bhi nahin
Tere jaisa mujhe koi mila bhi nahin
Toot k chahne ka sila hee sahi
Phool boya tha maine woh khila hee nahin
Khudko khud hee mein khoya hai kahin
Tunay chora jahan mein abhi bhi wahin
Logon se suna mainay bantay aasmano pe hain jorey
Par uskay peechay khuda ne kitnay dil hain torey
Mere lab pe ab hai sirf teri hee talab
Yaad toh aati hai tu aayegi kab
Jab tunay kaha k tera dil bhar gaya
Andar se jana mein toh jaisay mar gaya
Dil sada karay teri hamd o sana
Jaisay tu hee mera khuda ban gaya
Uska chehra tha jaisay ik chand sitaron mein
Hasna tha jaisay barish sahraon mein
Aankhein thi jaisay kanwal ho talabon mein
Zulfen thi jaisay badal ho ghataon mein
Yaad hai mujhe teri har ik ada
Woh ankhon mein dekhti mein hojata fida
Woh milay yan na milay mujhe khush rahay sada
Chahtay hain use paglon ki tarah
Khayalon ko tarashun banaun alfaz
Mein kalakar kahan mujasmay saz huwa
Dunya k samne jhoota muskuraun
Mein toh adakar hua funkar hua
Mere liyay tha woh jaisay ik haseen khwab
Agar choo lun toh bikhar jaye
Mere liyay tha woh jaisay ik haseen saaz
Koi sun le toh jhoom jaye
Tu hee tu bhaye mujhe tujhse hai wahdat
Tu dil mein samaye jaisay tujhse qurbat
Teri yaadein satayen mujhe tujhse hai nisbat
Teri aankhein batayen mujhse tujhe hai nafrat
Tu meri thi hee nahin jana yahi haqeeqat
Teri mohabat jaisay kaaghzi phool thi
Chaha mainay tujhe yeh meri hee bhool thi
Meri aankhon mein jaisay teri chahat ki dhool thi
Khud hee ko tharaya mujrim is haal ka
Tujhe tujhse manga yehi zawal tha
Tere saath beeta har ik ik pal kamal tha
Kyun na tujhe bhaya man mein yehi sawal tha
Tu meri thi dunya par yeh dunya bewafa
Tu mera thi dil par tu mujhse khafa
Tu jaisay mera rab par woh milta kahan
Uska chehra tha jaisay ik chand sitaron mein
Hasna tha jaisay barish sahraon mein
Aankhein trhi jaisay kanwal ho talabon mein
Zulfen thi jaisay badal ho ghataon mein
Sub ne kaha dun mein tuje bhula
Sub bhool gaya tu hee yaad raha
Diya tunay saya badlon ki tarah
Martay thay tujhpe sarphiron ki tarah
Kisi k bhi saath rahay tu khush rahay sada
Maula rakhay tujhe har sitam se riha
Khayalon k shor mein mein toh ghut sa gaya
Mera bhi dil tujhse uth sa gaya

Credits
Writer(s): Aman Abbas
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.