KAHANI SUNO Urdu Rap (feat. OftenLow & Yung Nava)
Ek shakhs hai woh jiska aks hun mein
Raks na kar Baraks hun mei
Kambakht zamana badbakhat hun mein
Mere paas mat aana gar mera na hai hona
Teri ankhon hai dikhta tere khel ka khilona
Aazma le tu chahe aag laga le tu
Tere baad bhi hai tu chahe sath nahi tu
Par hai koshish meri jari na tu rakh beqarari
Mein aajaunga lena yaad rakh zimmedari
Hun mein gane waane likhta ke shok honge pure
Par shok toh nahi hai mere rog bhi adhoore
Mitana hun chahta par daag zara pakke hai
Zakham hai gehre aur aur aap zara sache hai
Hum jhute na the bass sabit na kar skte
Tune anaa hai tha toh aajati meri bhi majboori dekh
Mein bin taaj ka badshah mere hath hai qalam
Raatein kar di kali meri aankhon mein zakham
Mein hun tere sath hai tujhe bhi malum
Fir tu nakhre na kar aur na ban tu masoom
Mere lakhte jigar bass tu kar na fikar
Mein le jaun chura thoda rakh na sabar

Credits
Writer(s): Zakir Sudhmahadev
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.