Pin no 4teen

Hum Street se sikhe le bhalte ilake se Maloom na pin number 43 Yahan
Shooter ke case Mein apan bhi peese le laane ka Apne Ko Kranti
Yahan murder Bhi Aam Do Number kaam Fir Bhi to ek number market
Han Unity pehla na Dharm na Jaat Ham rishto Mein Dekhte Nahin Gandhi

Yaha thug he ji Rela thug hi Marenge mehnat ka Ucha Hai Shan
Hain bhaichara pahle hai bro bhai logon hain Dosti Ka dusra hai naam
Ye Garib ko nake pe cham ke Don bol rahe Khud Ko Kaisa Hai Naam
Jaa Zara Hustle kar Maloom padega FIR mehnat ka dam
Vah mushkil mein Hoti Hai sath Vada Hai Mera Nahin chutega hath
Har Dua mein maa Baap Ka Naam ab Meri Hai Bari Main Hun Tere Sath
Ab haters bhi thoke Salam Main bolata Nahin bolata Hai dada kaam
Hubm short dete sum Mein rep karte Nila Maloom na 43 Ka Naam

Hum Street se sikhe le bhalte ilake se Maloom na pin number 43 Yahan
Shooter ke case Mein apan bhi peese le laane ka Apne Ko Kranti
Yahan murder Bhi Aam Do Number kaam Fir Bhi to ek number market
Han Unity pehla na Dharm na Jaat Ham rishto Mein Dekhte Nahin Gandhi

Yah ghetto Ke Gali Se Teen Patti peace rele
Khala ki Mishri mein Chacha bhi Bheed rele Mushkil ke Kashti Mein Mohabbat Mein Pi rele
Jhopadi Ki Basti Mein Khushi Se jee rele

Tujhe pata nahin Garibi kya chiz hai bay
Yah burger Sab building mein feel Le Re
Aab label Sab Aakar Sab deal De Re
4 3 ke level Per Dil de re
Aye Khuda Ye shukar hai tera Jo Chahta tha pahle ab mila hai na
Guzarish Hai Tujhse Yahi ki Mere Abbu ko Mujhse Kabhi Na lena
Jo Naseeb Mein Mere Hai likha 2 Waqt ki To Roti Tu unhen dena
Main Langar Mein kha Lunga ji ke bus Manzil per Jaane Ki Himmat dena
Na Karte Hain cheat main Karu repeat ki Char teen Itihaas bro
Yah koyle ki Khan se hire ko dhundh ke karele seen ko grow
Yah Char teen ke naam pe hype lene aare tu lele tu tohfe me bro
Jab bajti Hai beat to likhta Mein geet yah bacche log Horele slow
Tu gang Ki Baat Mat Kar Tu kawla Hai baccha tu ja Ghar per
Tu Fame ka hai dhadpad ek call per uthate mat fadh fadh
Hum scene Mein Lage datkar Puri Jindagi katile hai ladkar
Bus akriy ek Khwahish Hai Meri Maut aa Jaaye Khwaja Tere Dar Par

Hum Street se sikhe le bhalte ilake se Maloom na pin number 43 Yahan
Shooter ke case Mein apan bhi peese le laane ka Apne Ko Kranti
Yahan murder Bhi Aam Do Number kaam Fir Bhi to ek number market
Han Unity pehla na Dharm na Jaat Ham rishto Mein Dekhte Nahin Gandhi



Credits
Writer(s): Vijay Dada
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link