Tu Bewafa
Tera Hasta Chehra Mujhay Rone na de
Yaadon ki roshni kyn mujhay sone na de
Tera Hasta Chehra Mujhay Rone na de
Yaadon ki roshni kyn mujhay sone na de
Ye jo tune mujhay dhoka dediya hai
Mere bina apni bnali duniya hai
Galat raasta tune chunliya hai
Mujhko btade ki meri glti kya hai
Kyn mujhay jeena mera lage bewajah hai
Mere hi kyn apne hi mujhse khafa hai
Pyaar tu krti thi mujhpe thi fanaah
Ya to shuru sai hi tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
" Richi Rish"
Khone kai baad mujhe yaad tum karoge
Milne ki mujhse fariyaad tum karoge
Jeena to jeena hatho mai haath laike
Marna bhi hai to mere saath hi maroge
Ae
Waade kiya saare tune todne kai liye
Paas ayi tu mujhay chodne kai liye
Chal ye saare gum bhi mai sehlunga
Kynki tu khush hai or mai bhi khush hu tere liye
Kynki tu khush hai mai khush hu tere liye
Ye jo tune mujhay dhoka dediya hai
Mere bina apni bnali duniya hai
Galat raasta tune chunliya hai
Mujhko btade ki meri glti kya hai
Kyn mujhay jeena mera lage bewajah hai
Mere hi kyn apne hi mujhse khafa hai
Pyaar tu krti thi mujhpe thi fanaah
Ya to shuru sai hi tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Tere bina meri zindagi adhuri kyn
Jab bhi saath hota saari cheeze puri kyn
Jab jaana hi tha chodke tune mujhay
Tab kyn boli tum sirf meri hi ho
Kuch to jawaab de mera hisaab de
Akela mausam nh zindagi sudhaar de
Mazak dekh bngya jo mera
Kismat ka nh ye to saara khel tha tera
Khuda bhi dukhi uper kya soch kr milwaya
Ek taraf roshni dusri taraf saaya
Kya milegi mujhay maafi
Ya milega mujhay insaaf
Kon aake sunega meri adhuri baat
mujhay jeena mera lage bewajah hai
Mere hi kyn apne hi mujhse khafa hai
Pyaar tu krti thi mujhpe thi fanaah
Ya to shuru sai hi tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Yaadon ki roshni kyn mujhay sone na de
Tera Hasta Chehra Mujhay Rone na de
Yaadon ki roshni kyn mujhay sone na de
Ye jo tune mujhay dhoka dediya hai
Mere bina apni bnali duniya hai
Galat raasta tune chunliya hai
Mujhko btade ki meri glti kya hai
Kyn mujhay jeena mera lage bewajah hai
Mere hi kyn apne hi mujhse khafa hai
Pyaar tu krti thi mujhpe thi fanaah
Ya to shuru sai hi tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
" Richi Rish"
Khone kai baad mujhe yaad tum karoge
Milne ki mujhse fariyaad tum karoge
Jeena to jeena hatho mai haath laike
Marna bhi hai to mere saath hi maroge
Ae
Waade kiya saare tune todne kai liye
Paas ayi tu mujhay chodne kai liye
Chal ye saare gum bhi mai sehlunga
Kynki tu khush hai or mai bhi khush hu tere liye
Kynki tu khush hai mai khush hu tere liye
Ye jo tune mujhay dhoka dediya hai
Mere bina apni bnali duniya hai
Galat raasta tune chunliya hai
Mujhko btade ki meri glti kya hai
Kyn mujhay jeena mera lage bewajah hai
Mere hi kyn apne hi mujhse khafa hai
Pyaar tu krti thi mujhpe thi fanaah
Ya to shuru sai hi tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Tere bina meri zindagi adhuri kyn
Jab bhi saath hota saari cheeze puri kyn
Jab jaana hi tha chodke tune mujhay
Tab kyn boli tum sirf meri hi ho
Kuch to jawaab de mera hisaab de
Akela mausam nh zindagi sudhaar de
Mazak dekh bngya jo mera
Kismat ka nh ye to saara khel tha tera
Khuda bhi dukhi uper kya soch kr milwaya
Ek taraf roshni dusri taraf saaya
Kya milegi mujhay maafi
Ya milega mujhay insaaf
Kon aake sunega meri adhuri baat
mujhay jeena mera lage bewajah hai
Mere hi kyn apne hi mujhse khafa hai
Pyaar tu krti thi mujhpe thi fanaah
Ya to shuru sai hi tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Tu bewafa hai
Kya shuru sai hi tu bewafa hai
Credits
Writer(s): Rishant Chauhan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.