KHATOOT YAI
Do logon ki kahani main
Tha teesra main koi
Or aaj tak pata naa kn tha dusra yai
Or maana mil rai daad alfaaz pay
Lekin alfaaz hain yai num q?
Koi nai puch raha yai
Thi usko milnay say fursat naa
Mujay milnay ki fursat naa
Thay peghaam rasaa bhi to bht
Hai yehi waja ek dusray pay shak tha
Hai dubara lia wo ugaa
In ashkon nay thaa yai per jo sookh ra
Jis pattay pay yaad naa likhi ho teri
Hn kab say main wo dhoond ra
Or kya ab bhi baal sanwaaru?
Hai khirki khuli, hogi mjay dekh ri shayd
Kaisay ab yai qalam Sambhaalu?
Jalaa k wajood yai
Hogi haath sekh ri shayd
Or koi ab sunay na sunay
Mai nay qalam uthaya hai jis k liye
Hoga lia us nay sun hi shayd
Ruka raa is dehleez pay
Ki paar naa hadood yai
Hai basti jaan jin mai
Kaisay jalaun khatoot yai?
Ruka raa is dehleez pay
Ki paar naa hadood yai
Hai basti jaan jin mai
Kaisay jalaun khatoot yai?
Hua darwaza jab band munh pay
Kharay hum aajzi lay k q thay?
Bani dil ki naa dimagh say
Khaab dil k hi kch yun thay
kab say hn par isi umeed pay
Koi to dastak hogi haath jo tere ki ho
Mansoob q zaat sirf meri say ho?
K thi baji jab taari yai, haath bhi do thay
Guzar jab bhi gali teri say ho
Jo kahay b naa tu mujhay sunai day
Samnay nai q par mujhay dikhai day
Or top rope anchor attach tha jaisay koi
Chari jab tu is dil pay
Usi rope nay latkaa k rakha hua
Tujhay is hill pay
Kheenchu tujhay to dard mujhay ee hona
Krna Mujhay ee paray ga bill pay
Par yai ishq tha sab farzi
pathar to pighalnay thay
Qalam say mere shaiyrana
Alfaaz to nikalnay thay
Ruka raa is dehleez pay
Ki paar naa hadood yai
Hai basti jaan jin mai
Kaisay jalaun khatoot yai?
Ruka raa is dehleez pay
Ki paar naa hadood yai
Hai basti jaan jin mai
Kaisay jalaun khatoot yai?
Tha teesra main koi
Or aaj tak pata naa kn tha dusra yai
Or maana mil rai daad alfaaz pay
Lekin alfaaz hain yai num q?
Koi nai puch raha yai
Thi usko milnay say fursat naa
Mujay milnay ki fursat naa
Thay peghaam rasaa bhi to bht
Hai yehi waja ek dusray pay shak tha
Hai dubara lia wo ugaa
In ashkon nay thaa yai per jo sookh ra
Jis pattay pay yaad naa likhi ho teri
Hn kab say main wo dhoond ra
Or kya ab bhi baal sanwaaru?
Hai khirki khuli, hogi mjay dekh ri shayd
Kaisay ab yai qalam Sambhaalu?
Jalaa k wajood yai
Hogi haath sekh ri shayd
Or koi ab sunay na sunay
Mai nay qalam uthaya hai jis k liye
Hoga lia us nay sun hi shayd
Ruka raa is dehleez pay
Ki paar naa hadood yai
Hai basti jaan jin mai
Kaisay jalaun khatoot yai?
Ruka raa is dehleez pay
Ki paar naa hadood yai
Hai basti jaan jin mai
Kaisay jalaun khatoot yai?
Hua darwaza jab band munh pay
Kharay hum aajzi lay k q thay?
Bani dil ki naa dimagh say
Khaab dil k hi kch yun thay
kab say hn par isi umeed pay
Koi to dastak hogi haath jo tere ki ho
Mansoob q zaat sirf meri say ho?
K thi baji jab taari yai, haath bhi do thay
Guzar jab bhi gali teri say ho
Jo kahay b naa tu mujhay sunai day
Samnay nai q par mujhay dikhai day
Or top rope anchor attach tha jaisay koi
Chari jab tu is dil pay
Usi rope nay latkaa k rakha hua
Tujhay is hill pay
Kheenchu tujhay to dard mujhay ee hona
Krna Mujhay ee paray ga bill pay
Par yai ishq tha sab farzi
pathar to pighalnay thay
Qalam say mere shaiyrana
Alfaaz to nikalnay thay
Ruka raa is dehleez pay
Ki paar naa hadood yai
Hai basti jaan jin mai
Kaisay jalaun khatoot yai?
Ruka raa is dehleez pay
Ki paar naa hadood yai
Hai basti jaan jin mai
Kaisay jalaun khatoot yai?
Credits
Writer(s): The Arcane
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.