Kaya palat

Tujhe nahi pata mein jeeta kese
Haru bhi toh harunga mein khudki wajah se
Zindagi mein gum kum nahi
Dum kam nahi
Chori ki hain sina zori hum par nahi

Dadhi mein chor ki tinka
Sunne inki batein inki khokli janta
Inki kuch nahi dikhta kanun ke tarazu ye andhi shraddha
Sari tantarik vidhya bina mere inke din nahi dhalta

Tu andhon mein kanah raja mein nahi krta kisi se bhi tanashahi
Ankhon mein tara basa itne salon ka hain jo dekha abhi
Mein toh tha aya na phele yaha fhir pata kese banta sangeet

Bhot kuch hain sikhana baki aur sikhaya kitno ko puch mat
Khudse mein bola tha sone ke phele ki faltu ki baton pe zyada beta ab tu ruth mat

Zindagi sari tu bagha h khauf se tujh jese dikhe
Hain bhot se maut se mile hum phele se shauk se
Rahat h hume Humare hi rob se

Bolte jo lete na faal apne beej ka
Aage aau kese khudko piche khichta
Bori kandhon pe mein dusro ki seejta
Bolte jo lete na faal apne beej ka

Tujhe nahi pata mein jeeta kese
Haru bhi toh harunga mein khudki wajah se
Zindagi mein gum kum nahi
Dum kam nahi
Chori ki hain sina zori hum par nahi

Dadhi mein chor ki tinka
Sunne inki batein inki khokli janta
Inki kuch nahi dikhta kanun ke tarazu ye andhi shraddha
Sari tantarik vidhya bina mere inke din nahi dhalta

Tu andhon mein kanah raja mein nahi krta kisi se bhi tanashahi
Ankhon mein tara basa itne salon ka hain jo dekha abhi
Mein toh tha aya na phele yaha fhir pata kese banta sangeet

Yadien thi yaad aur yadon mein gum nahi
Batien thi baad ki baton mein dum thi
Zindagi hard aur Zindagi kum thi
Zindagi hard aur galtiya kum ki

Jeete hain shauk se Zindagi bhaut se khauf mein dhaudh ke ho jate gum sahi x2

Dost the mile the mile vo hum se bhi khudse thi nafrat aur krte vo tum se bhi
Be sar pair ki batien bas batien kre ge vo tumse hi

Dekha nahi bhot par dekha hun jitna bhi
Utna Bharosa mein krta hun tujhpe bhi

Zyada na janle iska na dar kabhi
Galat na maan le iska tha dar tabhi

Ghar kabhi wapis nahi jata
Glti thi meri mein kya hi kr ta tha

Esa nahi hota h krne pe mehnat h hoti nahi haar
Esa nahi hota h hoti h mehnat bekar
Kamiya h khudmein hazar
Par duniya hi lagti bekar bezaar beshara ye sara sansar

Phele sahara dhundh yaha hain sab ret hi ret
Ek dum se hoti Nahi Barish Bhar mar

Logo ko kese na aye samj mein
Krte jo zyada batein be akal the

Sunte the sabki aur krte sab hum the
Dusro pe dalte na bhoj

Tujhe nahi pata mein jeeta kese
Harun bhi toh harun mein khudki wajah se han

DG



Credits
Writer(s): Dhruv Goel
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link